Sarkari mulazmeen ki bahali (Government Employees) ki termination k baad kese reinstate (bahali) ho sakti hai

                           Reinstatement of Government employees

dear  reader  aslam-u-alikum
aaj hum baat karain ge sarkari mulazimeen ke bare main jin ko un k aala afsran aksar mokon pr zati ranjish ki wajah se terminate kr dete hain . jis main mulazam ki ghalti nahi hoti . magar phir bhi wo bahal nahi hote . hum ne buhat se Government Employees ko bahal karwane k baad  socha k yeh procedure apne reader k saath share karain . 
aaj hum batain ge k aisi soorat main jab app terminat hu jain tu  phir app kis tarah bahal hu sakte hain

Termination kio hoti  hai

  • aksar ooqat termination in soorton main hoti hai
  • baaz  ooqat mulazmeen kam  main sust rawi ka shikar hote hain .
  • baaz  dafa sarkari mulazmeen chutian zida karte hain
  • baaz ooqat  dair se duty pr aana
  • some  time  rishwat satani 
  • oorton k mamle main main ne dekha k oorton ko harasan kia jata hai or agar oortain apne afsran k sath  jismani talqat qaim na karain tu  bhi un ko terminate kr dia jaata hai 
  • Gharaz koi bhi wajah hu sakti hai 
  • Reinstate ya bahali kese hu sakti hai

Bahali chahe koi bhi app pr ilzam hu us ki bahali hu sakti hai agar app ko procedure ka ilam hai tu
Appeal karna


                    kisi bhi termination order k khalaf app apeal kr sakte hain jis ko mehkmana apeal kehte hain .
Apeal apne mehkme k head of depart ko ki  jaati hai . CEO , Director  etc

2nd Appeal

agar  app k mehkme ka head app ko reinstate nahi karta tu app DCO  ko  apeal kr sakte hain baaz oqaat kuch mehkmoon ki appellate authority mukhtalif hu sakti hai

 Direction from High Court

Agar  app ki apeal  pr appellate authority faisla nahi karti hai ya zubani app ko terminate kia gia hai or written order nahi hai ya or bhi kisi  nainsafi ki soorat main high Court se direction le ja sakti hai
or bara se bara sarkri afsar ko bhi  high court apni manmani  karne se  rok sakti hai .or un ko  app ko  reinstate karna par sakta hai

mazeed maloomat k liye call karain 0092-324-4010279 whatsapp available

Related Pages 

Our Popular Posts

Court Marriage ka procedure In Pakistan













































 























Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading

Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation