Social Security court cases | How do I get out of a Social Security notice for overpayment | Social Security law in Pakistan | Courts Private mulazmeen ki registration ka case
Social security law Today we will talk about Social security courts and procedure . social security aik adara hai ju ke private mulazmeen jo k kisi bhi adare ke hun un ko social security main register karta hai or un ka social security ka card banta hai or jiss main un ko medical milta hai . or chution ke raqam milti hai or iss k ilawa bhi kafi benefits hain . jo bhi private shop 3 ya 3 se ziada mulazam rakhti hai un pr in ki registration karwana faraz hai . or jo Employer apne employees ko register nahi karwate tu social security un ko notice bhaijti hai un pr claim karti hai key app ke pass iss qadar mulazam hain or app ne inn ko falan date se employee rakha hoa hai or in ko register nahi karwaia .or huge amount app k zima wajab ul ada hai app wo pay kar dain warna hum app ke khalaf qanuni chara jui karain ge . iss tamam mamle ko ju qanoon control karta hai wo THE PROVINCIAL EMPLOYEES’ SOCIAL SECURITY ORDINANCE, 1965 so mutalqa time k...