Posts

Showing posts from August 22, 2022

Difference between case laws and citaion

Image
Difference between Case law & judgement       Difference between Case Law and Citation?  Bht saare log case law citation or judgement wagaira ka maloom na hone ki wajah se court cases ko samjh nahi pate hain or jiss ki wajah se qanoon ka ilam nahi hu pata or buhat saate young wukla ko bhi start ma samjhna mushkal hota ha. Case Laws Judge ju faisla karta wo case laws hote hain in ko judgment bhi kaha jata ha. In main judge sub se ooper court ka nam likha jata us ke baad case ka number writ ha appeal ha ya ju bhi kuch wukla ke name us ke baad or us ke baad case ki detail or aakhar main judge apni finding deta ha .   Head notes Head notes main ju ke judgement main ooper likhe jate hain case ka khalasa hota ha or yeh head notes rasala chapne wale banate hain issliye aksar ghaltio se mubra hota. So aap ko hamesha poori judgement parhni chahye na ke head notes kion ke jub aap judge ke samne bghair parhe pesh karte hain tu aksar judgement aap ke khalaf nikal a...