Posts

Showing posts from January 10, 2019

overseas Pakistani how can Apply ,Translation and verification of Documents from Pakistan

Dear Readers Overseas  pakistanies ko aksar ooqat documents ki zaroorat parti hai Pakistan se mangwane ki ya un ki  verification or translation karwane ki . jo k watan se door hone ki wajah se un ko kafi mushkalat ka samna karana parta hai . or un ko maloom bhi nahi hota k kese documents apply hu gi bane gi or sahi se translate or verification hugi Documents College certificates bechelor certificate nikah nama birth certificate death certificate  etc verification banwane  translation  k liye ya mazeed maloomat k liye  call karain 0092-324-4010279 whatsapp available Our popular posts Court Marriage ka procedure in Pakistan Affidavit ya bian e halfi بیا ن حلفی Court marriage ka Procedure In Pakistan Taqsim e Jaidad ka Dawa (Partition ) Punjab Parti... dosri Shadi ka Tareeka Stay Order Hasil karna Bachon Ka Kharcha Lena After separation police station main istamal hone wale 25 register ... ...

9C CNSA bail case laws | Munshiat , charas , Heroin ka case (parcha) muqadma

Image
 section 9c CNSA munshiat ka case  , yeh humare mulak main aik buhat bara almia hai k yahn pr police iss case main buhat rupe rishwat leti hai or din dugni or raat chogni kamai karti hai .main ne apni practise k doran observe kia hai k yahan per 60 ya 70 % cases jhootey banaye jate hain . Police jab bhi kisi munshiat faroosh ko pakrti hai us se bhari riswat ki demand karti hai . jo ke munshiat farosh aaram se pori kr deta hai kionke munshiat farosh aik mafia ka hisa hota hai or wo mafia un ko raqam de kar or safarash k zareea se charwa leta hai . aab police un se charas or dusri munshiat cheen leti hai .or un ko bhari rishwat k ewaz choor deti hai . or apni jaan safe karne  k liye koi chota mota case( parcha) bhi baaz dafa de deti hai . or  apni jaibain garam karne k sath . pakri hoi munshiat ki malak bhi ban jati hai . abb iss main baaz ooqat jab Police kisi nashai ko jo k peta hai . baaz ooqat kuch nashai pese na hone ki wajah se apne nashe k aadi doston ko nas...