darbaro per nachne or gane ki saza
Dear Reader ajj hum baat karain ge k darbaro per nachne or gane ke kia saza hai . yeh qanoon hai 1942 ka bana hoa jis main koi orat ya larki agar kis darbar per gati hai kisi music instrument k sath or bghair instrument k tu us ko 500 rupe tak jurmana hu sakta hai or ya 6 mah tak qaid bhi hu sakti hai Abetment (uksana) karne wale ko bhi saza hu sakti hai chahe juram kia gia hu ya na kia gia hu . Mazeed maloomat ke liye video dekhain [1] THE MUSIC IN MUSLIM SHRINES ACT, 1942 (Punjab Act VII of 1942) [1 May 1942] An Act to restrict singing and dancing i...