Posts

Showing posts from October 1, 2020

Farad meaning in property | what is farad in property in Urdu | types of farad in property | Fard ki Iqsam kitni hain Property ki fard kese Hasil kar sakte hain

Image
Kinds of Fard and process of fard What is farad in property Farad property is a document related record of land in revenue record. Fard property meaning in Urdu   Fard aik documents hai jiss se kisi zameen ,  ka khasra number khatooni number or zameen ya kisi dosri property ka  status pata chalta hai yani k iss ka sabqa malak kon tha or us ne kis ko bechi or kis ne kharidi or agar us per koi stay hai tu us ka indraj bhi hu ga or agar us ko koi yr nahi hu jati property sale nahi hu sakti. zail main aik fard ki pic show kar raha hu aap logo ko samjehane ky liye Property fard Fard kahaa se jari karwate hain Fard jari karwane  k du places hain Ilaqa Pitwari Computer Section (online) Halqa patwari k pass tamam ilaqa ka record hota hai or app waha se fard ki naqal hasil kar sakte hain or Pakistan k kuch ilaqon main record computerized hu chuka hai waha pr app mutalqa computer section se record jari karwa skte hain. Fard ki Iqsam   Fard ki bht sari Iqsam hain Fard brai record Fard brai Bae (