Posts

Showing posts from August 14, 2019

NTN kese banaya ja sakta hai

Image
Dear Readers                       Ajj hum baat karain ge ke NTN kia hai or kese banaya ja sakta hai. NTN mukhfaf hai national tax number ka. yeh kis tarah se banaya ja sakta hai . aap ko Fbr ki website per ja kar account banana hu ga . or apna email address dena hu ga or tamam wo maloomat ju form per aap ke samne aain gi fill karna hu ga. sab se pehle aap ko apna id card number dalna hu ga ju ke aap bghair dash ke dalain ge . iss ke baad apna name jese ke form main poocha ja raha hai wo likhain ge us ke baad jahan per aap ne apna phone number likhna hai . aap ne phone number se pehle country code likhna hu ga jese  agar mera number 03244010279 hai  tu 00923244010279 likhna hu ga .phir iss ke baad apna cell number repeat karna hu ga wo bhi same hi tareeke se likhna hu ga.phir iss ke baad aap ne apna email address dalna hai or us ke baad same address ko confirm bhi krna hai. jis ke baad aap ko form ko submit karna hu ga.jiss ke baad aap ke mobile per code aa jai ga ju aap ne neec

income tax return or FBR Tax return Filer and non Filer

Image
Income tax return  Dear Readers                       Ajj hum baat karain ge income tax return ya fbr tax return kese bharte hain aaj kal sarkari mulaza ko iss ki buhat ziada zaroorat hai. so jin cheezon ko jannene ki zaroot hai. What is Income tax                                 Agar kisi shakhas ki yearly income 400000 chal lakh se ziada hai ya monthly income is more then 33333 tu tax automaticly deduct kar lia jata hai . aap apne sallery slip per check kar sakte hain.                   rawan maali saal main tax hu ga us person ki salary pr jiss ki mahana amdni 50000 se or yearly income 6 lakh se ziada hai. abb 50000 se kam amdni per tax nahi hu ga .check karne ke liye ke aap ki tankhwa se tax kata ja raha hai ke nahi aap apni pay slip account office ki tarf se ju milti hai us ko check karain.       what is income tax return or FBR tax return FBR ki website per login hu kar apni salana amdni or us per ada kia gia tax dakhal karna tax e return kahlata hai.  Filer or none F