Posts

Showing posts from March 17, 2022

Wasiat meaning in English.Wasiat (property)karne ka tareeka or High court or supreme court ke faisle wasiat ke bare main

Image
Will(Wasiat) karne ka tareeka  kia hai or kese ki jati hai. Wasiat meaning in English? Wasiat meaning in English is " will "   "Wasiat" is an Arabic term that translates to "will" or "testament" in English. It refers to a legal document in which a person outlines how their assets and belongings should be distributed after their death. Wasiat is a significant aspect of Islamic law and is used for ensuring that a person's property is distributed according to their wishes and in compliance with Islamic principles. Wasiat ya will koi bhi muslaman kar sakta hai apni zindagi main. Case Laws about Wasiat ( will ) Aik muslman ki wasiat us waqat tak jaiz nahi jab tak dosre matwaqa wursa ki razamandi shamil na hu matwaqa wursa ki khamooshi ko inn ki raza mandi se tashbeeh nahi di ja sakti. 1999 SCMR SC 971 Through Wasiat jaidad ka 1/3 se ziada na dia ja sakta hai 2017 CLC 664 Degar sharai wursa ki razamandi se jaidad ka 1/3 se ziada hissa bhi wasiat ki