Posts

Showing posts from September 4, 2015

Spurd dari (Vehicles) judgements and case laws Bike , Car , Truck etc police station se through court wapis lena

Image
                   Spurddari of vehicles  Process of spurad dari                 Sab se pehle vehicle jiss FIR main band hai wo FIR ya police report ki copy hasil karain. Jiss ke baad file banain with all related documents and apply to Court.  Jiss ke baad court se approval le kar SHO  report karwate hain . Court unhi documents ke peche sign or court ki stump lga dete hain . us ke Bad app ko Police Station jana hota hai. Mudai ko, police report ke liye .  app wahan se likhwa kr le aate hain ke gari un ke pass mojod hai  .ya jo bhi kuch police report karti hai  or us ke baad judge sab  police report dekh kar . agar un ko koi itraz na ho or app asal malik ho gari ke or  app asal documents pesh karte ho with ID card ke tu app ko spurd Dari karwane ke Ijazat mil jati hai or judge sab app ko bata dete hain ke app ko kitna surity bond dena hai Us ke Baad app ap...

Property ka Biana Karwana (Agreement to sell )

Image
Biana karwa dia hai registery nahi karwa raha Makan ka Biana Karwana Dosto  Property ki Khareed o farookhat aik aham cheez jis sa ham logon ko aksar  wasta parta rehta hai  . magar hum log knowledge na hone ke wajah se aksar iss main khata kha jate hain Q /Biana ke liye kitna kharcha hota hai  Ans .Biana 1200 wale Ishtam per likhte hain or us  ko online issue karwaya  jata hai . Q or iss per total kul mila kar kitna khrca ata hai ? Ans  iss per 2500 tak ka kharcha  ata hai Q .   kia malit ke hasab se biana ka Ishtam ka Kharca barh jata hai Ans . Nahi  property ki maliat ziada hone se iss ka kharcha yehi rehta hai property chahe jitni bhi mehngi ho 1200 wale ishtam per hi biana likha jaye ga . Q . kia 100 ke IShtam per  Biana likha ja sakta hai Ans . nahi . kion ke government ke rule se hut kar kam maliat ke Ishtam per Likha gia biana adalt ki nazron main koi ahmit nahi rakhta . Q  .Ishtam Biana likne ke liye kin C...