Posts

Showing posts from August 21, 2019

Mera Shohar bachu ka kharcha aada nahi kar raha

Image
Family court  Dear Reader                     AAj hum baat karain ge .kuch oortain bachuo ke kharche ka case court main file karti hain.magar kuch arsa case larne ke baad choor jati hain or kharcha le nahi ppati hai tu us ke liye kia procedure apnana hu ga. kharche ke case main pehli date per jab khawand court main pesh hota hai tu court bache ka aabori kharcha laga deti hai . kharche ka procedure  ju ke baz oqat khawand pay nahi karta ya kisi dosre mulak main hone ki wajh se bv le nahi paati tu khuch arsa ke baad wo mayos hu kar ghar baith jati hai ke shaid abh main kharcha nahi le sakti bache ka kharcha jiss din case court main file hu jata hai us din se account hona shroo hu jata hai. bv sabqa kharcha ka claim bhi kar sakti hai .so agar aap ka case decree hu jata hai or kharcha  kisi wajah se aap ko aada nhi ho raha hai tu bhi ghbrane ki koi zaroorat nahi hai. yeh case jan nahi chorne wala . bas karna yeh hai ke aap ne case ka ijrah under 2 years court main file karna hai. agar a

Meri departmental Apeal (mehkmana Apeal) salon se pendng hai

Image
Departmental Appeal                     Ajj hum baat karain ge ke kuch logon ko sarkkari mehkme se kisi bhi alligation laga kar terminate ya suspend kar dia jata hai . or un ki departmental or mehkmana appeal kai kai saal tak afsran e bala ke pass pending pari rehti hain tu us Appeal ka faisla kese karwaia ja sakta hai.  Iss departmental ya mehkmana Appeal ka faisla karwane ke liye high court main under section 199 constitution of  Pakistan ke tehat Writ dair ki jati hai . jiss main Afsran e bala ko majbor kia ja sakta hai ke wo Apeal ka faisla aik adh mah main  qanoon ke mutabiq krain. Documents Order termination or suspension copy of Appeal  Dairy number of Appeal All supporting document                  For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people about there rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need you