Back benifits service tribunal and labour court cases
Back benefits Back benifits service tribunal and labour court cases Dear Readers ajj hum baat karain ge back benefits ke bare main kion ke kuch cases main sarkari mulazmeen ko mulazmat se terminate kar dia jata hai or un ke dubra bihal hone per un ko back benifit nahi diye jate . hum kuch case ke citation app k sath share karain ge take app ko samjhne main aasani hu . 2013 PLC 326 PESHAWAR-HIGH-COURT EXECUTIVE DIRECTOR C.F.O., MARDAN vs MUHAMMAD ILYAS KHAN yeh case law hai jiss main petitioner ne Backbenifit or reinstate karne ki demand thi ju ke labour court ne reinstate bhi kar dia or back benefit bhi dene ka order kar dia , or same order ko...