Posts

Showing posts from February 16, 2023

Pakistan Nikahnama, Registration Nikahnama kese karwa sakte hain

Image
Pakistan Nikahnama Registration  Bht dafa logo ke pass nikah register nahi hota ya some.time log sirf sharai nikah kar lete hain or register nahi karwate. Lakin jab in ko bachu ka B form banwate waqat un ko zaroorat pesh aati ha. Sometimes Nikahnama pakistan registeraton ka record nahi hota ya nikah nama gum hu jata. Or union Council main iss ka record nahi hota. Aise nikah nama ko registration ap through court karwa sakte hain . Ya iss ka Sabqa record dhondna pare ga. Agar aap ko iss qisam ki sorat haal se du char hain. Plz call or Whatsapp Nikahnama Registration ke liye. Nikah nama in English Some time logo ko English wala nikah nama ki zaroorat hoti ha for foreign country ya kisi or wajah ke liye agar aisa koi issue ha feel free to ask Nikah nama in Urdu Some time logo ke pass urdu wala nikah nama kho jata ha or wo dubara banwana chahte hain us ke liye bhi sara process karna parta ha. For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz co...

Drafting of application to register a stay order or sub registrar ke pass kese karwate hain

Image
Drafting of application to register a stay order Stay order court se hasil karne je baad agla marhla us ka indraj Sub registrar ke pass or mehkma maal main daraj jarwane ka hota ha, aam logo ko iss ke bare main na pata hone ki wajah se wo mushkalat ka shakar hote hain or bht se log indraj hi nahi karwate  dosra marhla jab court se stay khatam hu jata ha tu us ko kese khatam karwaia jai.sub registrar ke pass se or patwari ke pass se. Dono marahal same hain iss main aik application dena hoti ha with court order ke sath. 1- Stay ka Indraj karwana Sab se pehle aap ne court se masadqa (verified) copies banwa leni ha Stay order or petition ki ju ke mutalqa court se hi banain gi or un verified copies ke sath aap ne du  application tehrir karni hain , aik mutalqa sub registrar ke nam per hu gi, or dosri application ap mutalqa patwari or tehsildar ke pass daraj karwa sakte hain. Or indraj karwane ke baad receiving le kar pass rakhni ha. 2- stay order ka indraj khatam karwana Dosra marh...