Pakistan Nikahnama, Registration Nikahnama kese karwa sakte hain


Pakistan Nikahnama Registration 



Bht dafa logo ke pass nikah register nahi hota ya some.time log sirf sharai nikah kar lete hain or register nahi karwate. Lakin jab in ko bachu ka B form banwate waqat un ko zaroorat pesh aati ha.

Sometimes Nikahnama pakistan registeraton ka record nahi hota ya nikah nama gum hu jata. Or union Council main iss ka record nahi hota.

Aise nikah nama ko registration ap through court karwa sakte hain .

Ya iss ka Sabqa record dhondna pare ga.

Agar aap ko iss qisam ki sorat haal se du char hain. Plz call or Whatsapp Nikahnama Registration ke liye.

Nikah nama in English

Some time logo ko English wala nikah nama ki zaroorat hoti ha for foreign country ya kisi or wajah ke liye agar aisa koi issue ha feel free to ask

Nikah nama in Urdu

Some time logo ke pass urdu wala nikah nama kho jata ha or wo dubara banwana chahte hain us ke liye bhi sara process karna parta ha.


For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people of their rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.






















































 























Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation