Posts

Showing posts from August 29, 2022

Case laws on Tameel e mukhtas ya specific performance ka dawa

Image
Specific performance ya Tameel e Mukhtas kia hai . Jab koi party makan ,dukan ya koi property sale purchase karti ha tu us ko aik mahda karna hota hai jiss mahde ko Agreement to sell ya Biana ka istam kehte hain juss main raqam likhi jati ha ke total raqam ye hu gi itna advance le lia or itna flan date tak pay karna hu ga iss main property ki detail or gawah dalne bhi zaroori hote hain. Case laws on specific performance Law deal Specific performance cases Specific Relief act 1877 After agreement agar koi party iss agreement ki khalaf warzi karti ha tu iss ke ke khalaf ju dawa kia jata ha us ko specific performance ya Tameel e mukhtas ka dawa kehte hain.jiss main court ke through us party ko majboor karte hain ke aap se ju mahda kia tha wo poora kare Specific relief how given  5. Specific relief is given-  (a) by taking possession of certain property and delivering it to a claimant;  (b) by ordering a party to do the very act which he is under an obligation to  do;  (c) by preventing a