Posts

Showing posts from March 24, 2021

Jeewan sathi Plan of state life

Image
Jeewan Sathi Plan  Yeh wo Plan hai ju ke mian or bv dono ke liye faida mand hai. iss ke zareea se biwian ju ke kisi wajah se policy nahi le sakti hain wo bhi insured hu jati hain or yeh plan dono Mian Bv ko protection fraham karta hai. Ages Jeewan sathi plan lete waqat ziada se ziada age 50 saal honi chahye husband or wife ki kione iss se ziada umar wale couples ko statelife policy nahi deta. Process Jeewan sathi plan ki khobi yeh hai ke yeh k iss main maturity ki raqam du bar milti hai agar khuda na khasata kisi aik (mian ya bv) ki maturity se pehle death hu jati hai tu state life yeh raqam dosre spouse ko ada kar deti hai or  aqsat band hu jatien hain  or us ke bad aqsat nahi pay karna hotien magar aap insured rehte hain or agar duran policy ke kisi bhi waqat dosre spouce ke death hu jati hai tu us ke warsan ko yeh raqam dubara mil jaye gi or  agar dosra spouce policy ke mature hone tak zinda rehta hai tu us ko tamam raqam bonuses ke sath dubara mil jati hai. or Ag...

State Life Whole life Assurance Plan

Image
State Life Whole life Assurance Plan State life ka yeh Plan aap ko na sirf bachat ka zareea hai balke saari umar ki protection bhi hai. Ages Whole life Assurance Plan main  kam se kam age 10 saal ziada se ziada age 65 years or policy mature hone ki age 85 years hai Iss plicy ka faida yeh hai ke iss main bonuses ki sharah bht ziada hai dosri policies ki nisbat yeh Plan un nujawano ke liye mafeed hai ju ke apni age ke shroo main bari feesain pay karna chahty hain or un ke pass wasail ki kami hai For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people of their rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post. Get the divorce online Nadra divorce certificate Banking court cases Id card kese unblock kar...