What would happen if Father kidnapped his own child in Pakistan. Father is Natural guardian and if he run away abroad with minor , Mother cant take legal action against father. (2019-CLC-1311)
Father is natural guardian Dear readers aaj hum baat karain ge ke koi father apne bache ko le kar bhag jai tu us ke khalaf karwai kese hu gi. First of all hum baat karain ge us case ki ju hum ne khud lara or jiss main baap bacha le kar chala gia tu man ki taraf se karwai gai FIR main mulzam ko bari kar dia. Jiss main hum ne High Court ki quashment ki authorities pesh kien. Bap ke khalaf FIR buhat dafa quashment hu chuki hai.jiss main court ne qarar dia hai ke kidnapping alligations are not applicable against father. Igwa ( kidnapping) ke baad bap ne foran bache ki guardianship le li Jabke maa guardian court main pesh honey ki bajai ya 491 main jane ki bajai bache ke bap ( sabqa shohar ) per kidnapping ka parcha karwa deti hai under section 362 ppc. Jiss main court ne bap ko bari kar dia or humare moqaf ko sai mana. Zail main court ke order ki copies lagi hain. 1 2 3 4 5 Jiss ke baad dosri judgement high court ki ju ke neeche lagi hoi hai , iss judgement main bap apne b...