Posts

Showing posts from March 1, 2023

Hibba/Tamleek Meaning and Superior Court decisions About Hibba and Tamleek

Image
What is Hibba Important Case laws about Hiba(gift)and tamleek Hiba meaning is Gift in English  In Law Hiba or gift is the property which someone gifts to his any relative , legal heirs or Friend etc Hibba Kinds Hibba Zubani Registered Hibba Hibba aksar waldain apne bachu ko karte hain yani property kisi aik ko ya kuch logo ko hibba (gift)kar dete hain or kuch ko Hissa nahi milta Hibba ki Qanuni value? Fraud ki soorat ma hibba ko challenge karne ki mayad Ilam hone se shroo hoti ha 2005-SCMR-1859 Agar koi Hibba register hu Chuka hu or intqal bhi hu Chuka hu tu aise hibba ko 3 saal ke andar cancel karwaia jaa sakta ha. 1992 CLC 1854. Bap aik beti ko hibba kar sakta ha aik waris ke haq main dosre warsaan ko in ke haq se mahroom kar ke.  PLD 2004 Supreme court 520 Fraud ki soorat ma hibba ko challenge karne ki mayad Ilam hone se shroo hoti ha yani asool yeh hoa ke dhoka waghira se hasil kia hoa hibba bhi intiqal hone ke baad bhi under mayad hi challenge karna chahye warna intiqal mansookh