Posts

Showing posts from July 7, 2023

Unregistered sale agreement with possession | unregistered sale deed case law in Pakistan | unregistered sale deed valid or not valid | Installment per makan bech kar case kar ke makan wapis lene main nakam.

Image
Plaintiff ne dawa kia declaration And permanent injunction ka on behalf of unregistered sale deed  Yeh ke plaintiff ne makan khareeda 1971 main installment pe. Or installment pay karta raha or installment poori hone ke baad malik ne aik sale deed ( stamp paper) kar dia magar registery na karwa kar di. Registery na hone ki wajah se installment pay karne wale ne court se declaration mang li. Ju ke dawa decree hu gia. Bechne wale ne dubara appeal ki ju ke accept hu gai or dawa remand hu gia. Trial Court ne dawa phir decree kar dia. Appeal hoi jiss ke khalaf or appellate court ne dubara case remand kar dia. Third time dawa decree hoa tu iss baar appellate court ne case remand karne ki bajai bechne wale ke haq main decree kar dia Jiss ke baad khareedne wale ne High court main revision file ki. Or High court ne Appellate court ka faisla setaside kar ke trial court ka faisla bahal kar dia or decree in favour of kharidar bahal hi gai. Jiss ke baad sale karne wale ne Supreme Court main appeal f