Posts

Showing posts with the label woman property rights

What is the new law of inheritance in Pakistan? | Khawateen Apna warasti Haq bghair Case ke kese Hasil kar Saktien hain. How Can take Women their inheritance Property without case.

Image
Khawateen apni property kese lain without court, khawateen ko agar koi job ke duran harrassan kare tu wo karwai kese karain. Buhat Sari khawateen ask questions about their inheritance Property , occupied by their brothers or any other relative. Khawateen ko abhi bhi apne waldain ki property main Hissa lene main buhat ziada mushkalat ka samna karna parta hai. Cases se wo bhagti hain ke waha per buhat time lagta hai. Or buhat raqam kharach hoti hai. Government ne Aik adara banya hai ju ke women ke masayal hal karne ke liye kam kar raha hai. Jiss ka nam hai " Khatoon mohtasib " aap google se bhi search kar sakte hain. Jaha per aap apni property hasil karne ke liye khud bhi Application de sakti hain. Or Agar aap khud nahi samjh aati tu kisi lawyer ke through bhi pesh hu sakte hain. Khatoon mohtasib Adare ke pass makamal akhtiarat hain. Or us ka process bhi summery hai. Yani thore hi waqat main aap ko apna hissa mil sakta hai. Khatoon mohtasib department ke Offices Punjab ke mukht