Case law on death penalty in Pakistan Jail Appeal Sazai moat se 17 saal saza kese hoi ? Supreme Court Judgement
Death penalty converted into 17 years lmprisonment Qatal /death penalty converted into 17 years imprisonment Ffor more information call or Whatsapp 03244010279 Supreme court judgement about If qatal happened as a sudden provocation death penalty not attracted. Brief facts Qatal achanak ishtaal angaizi ki wajah se hoa tha Qatal workshop main hoa tha jaha per maqtool apna tractor thk karwane gia tha Jhgra us raqam ki wajah se hoa tha ju tractor ko thk karne ke liye adaa karni thi. Or Shahdaton se sabat hoa tha ke mudai or mulzam ke darmian koi purani dushmani nahi thi. Na hi mulzam ne pe darpe war kiye the or aik war hoa tha jiss se death hu gai thi Trial court ne sazai moat or 300000 (3 lakh) ki compensation ka hukam dia tha. High court ne sazai moat ko umar qaid main badal dia magar compensation barqar rakhi Start main mulzam ke wakil ne bahas me nuqta uthaia tha ke 302 nahi banti hai. Because ke mamla lain dain ka tha. Jiss ke baad Supreme cour...