Yateem poote or pootion ka dada ki jaidad main Hisa
Property share kia wo olad ju apne waldain ki zindgai main foot hu jati hai tu kia un k bachon ko dada ki jaidad main hisa mil sakta hai . aksar yeh swal poocha jata hai . or log poochna chahte hain kia hisa banta hai tu ajj hum iss k bare main baat karain ge ayin dekhte hain k qanoon iss k bare main kia kehta hai zail main sec 4 muslim family Laws ordinance 1961 dia gia hai ju k clearly bata raha hai k poora hisa mile ga jitna un k waldain zinda hote tu milta . tafseel se neeche wali video main bhi bataya gia hai iss topic ko Muslim family laws Ordinance 1961 4. Succession .– In the event of the death of any son or daughter of the propositus before the opening of succession, the children of such son or daughter, if any, living...