Trade mark registration kese karwai ja sakti hai
How to register a trademark Trade mark registration karwane ka tareeka Acts ju lago hote hain for registration 1 Trademark Act 1940 2 Trademark ordinance 2001 Defination of Trademark Koi nishan , sign ,word symble. koi bhi cheez ju aap ki services ya goods ki pehchan hu us brand ko ya business ko dosre competetor se elehda kare wo trade marke hai jese pepsi, KFC, Bata etc. aap ko iss trade mark ko register karwan chahye or protect karwana chahye under trademark ordinance 2001. Search Application search application dene se pehle aap aik form fill karain ge or apna Trade mark ke bare main search ke liye apply karain ge. jiss main search ke baad aap ko batya jai ga ke aap ka Trade mark register hu sakta hai ya iss se milta julta koi trade mark pehle se register tu nahi hai. Application for Registration After search ke baad aap apply kar sakte hain apne trademark ko jiss main aap ko yeh batana lazmi hai ke aap ka trade mark kab se istamal main hai. iss main aap ne ye...