Le palak Bacha jaidad main poora Hissa le sakta hai
The Supreme court of Pakistan decided new case law in which discussed adopted child will be considered a real child(Le palak) and no one his brother and sister can challenge after the death of adopty father and he will be considered the real son only adopty father can challenge the record himself if the father doesn't challenge, no one can challenge. Mojoda case law main fawad bhai ne apni bhain Laila ki waldiat ko challange kia. Case title was Laila Qayyum vs Fawad Qayum & Others PLD 2019 SC 449 court ne sab se pehle iss sawal ko discuss kia ke kia fawad ( bhai) yeh haq rakhta hai ke wo apni sister ki waldiat ko challange kare. Or diclaration ka dawa file kare or documents ko cancel karne ki darkhwast kareunder section 42 of the Specific Relief Act, 1877 Kia specific relief act ke tehat aisa kia ja sakta hai. Declaration ke case ma koi banda apna haq mangta hai ju ke mojod hota hai Kia manfi declaration talab ki ja sakti hai Court ne case law ka hawala dia or qarar dia ...