Saza (punishment) ke baad zamanat karwane ka tareeka
Bail after conviction Saza ya conviction buhat sare cases main hu jati ha or or saza ke baad High court ma appeal lagne ke baad court main apni baari aane tak appeal ka intaazar karna aik sabar azma or takleef deh marhla hota ha. Yeh marhla or bhi takleef deh ban jata ha jab mulzam begunah hu or us ke bari hone ke chances ziada hun Dekha gia hai ke high court se ya supreme court se mulzman bari hu jate hain magar ju unho ne saza bhugat li hoti ha us ka azala phir mumkan nahi hota. So high court se saza ke baad zamanat karwane ke liye ju section deal karta hai wo section ha 426 Criminal procedure code wo section kuch iss tarah se hai. 426. Suspension of sentence pending appeals--Release of appellant on bail: (1) Pending any appeal by a convicted person, the Appellate Court may, for reasons to be recorded by It in writing, order, that the execution of the sentence or order appealed against be suspended and, also, if he is in confinement, that he be released on bail or on...