Posts

Showing posts from February 23, 2015

sexual Harassment .female ko job per harassan karna

sexual Harassment,female ko job per harassan karna Dosto  Humare Mulak main Female ke liye nokary karna itna assan nahin  hai  . kion ke buhat se log un ko naukari dene ke sath un par ghalt nazar bhi rakhte hain .or un ko jinsi toor  par harasan kia jaata hai . jo ke aik ghair qanooni amal hai . Government of Pakistan ne  Act  banaya hai jis ki   provisions hain  for the Protection against Harassment of Women at the Workplace yeh  Act 2010 main nafaz kia gia tha . jiss ke barey main ziada tar  females ko Ilam nahin hain .Iss act ko banae ka maksad yeh tha ke females ko males ke brabar kam karne ka moka miley Provisions made in the Protection against harassment of women at the workplace Act requires all public and private organizations to adopt an internal Code of Conduct and a complain and appeals mechanism aimed at establishing a safe working environment for working women. It shall be the responsibility of the employer to ensure implementation of this Act, including but not li