Jeewan sathi Plan of state life

Jeewan Sathi Plan





 Yeh wo Plan hai ju ke mian or bv dono ke liye faida mand hai. iss ke zareea se biwian ju ke kisi wajah se policy nahi le sakti hain wo bhi insured hu jati hain or yeh plan dono Mian Bv ko protection fraham karta hai.

Ages

Jeewan sathi plan lete waqat ziada se ziada age 50 saal honi chahye husband or wife ki kione iss se ziada umar wale couples ko statelife policy nahi deta.


Process

  • Jeewan sathi plan ki khobi yeh hai ke yeh k iss main maturity ki raqam du bar milti hai agar khuda na khasata kisi aik (mian ya bv) ki maturity se pehle death hu jati hai tu state life yeh raqam dosre spouse ko ada kar deti hai or  aqsat band hu jatien hain 
  • or us ke bad aqsat nahi pay karna hotien magar aap insured rehte hain or agar duran policy ke kisi bhi waqat dosre spouce ke death hu jati hai tu us ke warsan ko yeh raqam dubara mil jaye gi
  • or  agar dosra spouce policy ke mature hone tak zinda rehta hai tu us ko tamam raqam bonuses ke sath dubara mil jati hai.
  • or Agar Mian bv dono policy ke mature hone tak zinda rehte hain tu dono ko yeh raqam maturity ke time mil jaye gi magar iss bar sirf aik baar raqam mile gi


For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people of their rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.















































 






















Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation