Mere Khawand ne mere bache cheen liye hain main un ko wapis kese le sakti hun


      bachon ko zabardasti lene ka  kia hal kia ja sakta hai, mujhe kisi saail  ne call ki thi ke us ke bache husband ne cheen liye hain tu main tu main kis tarah se apne bache wapis le sakti hu.
reader yeh agar koi husbai, or court bacho ka faida dekhti hai ke kis jagah par bacho ka faida hai or agar baap maan se ziada khushhal hu or bachon ki achi perwarish kar sakta hu tu us ko bacho ki custody de di jaati hai.
Magar humare mulak main kuch log qanoon ki khalf warzi karte hoe zabardasti maan se bache cheen lete hain tu un se hum bache wapis kese le sakte hain.nd bache cheen kar le jaata hai chahe divorce hu gai hu ya na hoi hu illegal hai. Pakistani qanoon ke mutabiq bachon ki khazanat ka haq maa ka hai or 7 saal tak maan bachon ko apne pass rakhti hai or us ke baad bhi agar baap un ka 7 saal ke duran kharcha pay karta rahe tu guardian court main case lar sakta ha

Procedure

  1. bache wapiskarna pare gi. lene ke liye aap ko session court se rajoo karna pare ga or aap ko habeas ki writ file 
  2. Jis ke baad judge sb mutalqa SHO ko  order jari karain ge bacon ko or un ke baap ko court main pesh karne ka
  3. jese hi bache or un ka baap court main pesh hun ge tu bache baap se le kar maan ke hawale kar diye jain ge.

For more information call us 0092-324-4010279  Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people about there rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.

Our Popular Posts
Court Marriage ka Procedure in Pakistan

























  Case transfer karwana aik city se dosre city


















































 






















Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation