Bachon ki custody of minors after divorce or separation

Custody procedure of kids through court 

PLD 2023 Lahore 433
Constitutional petition against an order passed under S. 12 of the Guardians and Wards Act , 1890 , for the grant of interim custody is maintainable because the remedy of appeal against such an order is not available , as per S. 14 ( 3 ) of the Family Courts Act.
Interim custody of minor --- Scope --- Section 12 of the Guardians and Wards Act , 1890 , enacts the power to make interlocutory order for production of minor and interim protection of person and property .

 Childern Custody after divorce or separation through Guardian court

                                    videos main detail batai gai hai .




Aisa iqrarnama jiss main walda apne khazanat ke haq main dastbardari show kar rahi hu bilkul ghair qanooni hai.(PLD 2024 supreme Court 291)


Ajj hum Baat karain ge bachon ki custody ko le ke jo ke aik buhat nazak masla hai or log buhat pereshan dikhte hain .  so hum koshis karain ge ke logon ko iss k bare main batya jaye .after sepration bache amooman maa ko milte hain . kion ke Maa khizanat ka haq rakhti hai . 7 saal tak . magar baap ko iss period ke doran bachon  ko proper tor per kharcha pay karna hota hai court main . agar baap proper toor pr pay nahi karta tu wo bache lene tu door bachon ko milne ka haq bhi kho deta hai court main .                   
                          

Court kin cheezon ko madenazar rakhti hai bachon ki custody dete waqat



  1. Bachon ka faida kahan per hai
  2. Bap k pass agar wasail hain or wo bachon ko aachi taleem dalwa sakta hai or parwarish kr sakta hai tu iss ko pichla sara kharcha ju period beta 7 saal tak maa k pass raha .court dekhti hai ke aya baap ne sahi dehan rakha bache ka or yeh ke bap ne dobara kisi or se shadi tu nahi kr li .in tamam cheezon ke saath bache ki marzi bhi poochi jaati hai .baap ko beta lene k liye kam az kam yeh sharait poori karni parti hain jo k taqreeban namumkan hain . beti ke mamle main court in shariat poori karne wale baap ko bhi beti nahi deti kion k jwan hone wali beti ko bap se ziada maa ki zaroorat hoti hai .
  3. Maa ko custody lene main dishwari nahi hoti . magar maa ke hath se custody us waqat cheeni ja sakti hai agar maa aage shadi ke leti hai
  4. Ya maa ka kirdar aacha na hu . (kardar bura sabat karna court main buhat mushkal kam hai )
  5. agar maa or baap dono aage shadi kr lete hain tu Nani bhi custody ke liye case kar sakti hai

Custody lene ke liye case kis court main kia jaa sakta hai

  • Guardian court main .  court case ke agaz main hi schedule bana deti hai mulaqat ka or bap bachon se mulaqat kar sakta hai magar baap mulaqat nahi kar sakta agar wo bachon ka kharcha ada nahi karta . or younhi case chalta rehta hai
  • Session court main Habeas petition file kar sakte hain agar bache maa k pass  se baap zabardasti cheen leta hai
  • women legal rights after sepration

  • Mazeed maloomat ke liye call karain 0092-324-4010279 Whats app available



                                                     
    overseas Pakistanis

    Supreme Court decision about detail of visitation rights of father



    2018 S C M R 1991

    [Supreme Court of Pakistan]

    Present: Mushir Alam, Faisal Arab and Sajjad Ali Shah, JJ

    Mst. MADIHA YOUNUS---Petitioner

    Versus

    IMRAN AHMED---Respondent

    Civil Petition No. 39-K of 2018, decided on 3rd September, 2018.

    (Against the judgment dated 6.12.2017 passed by High Court of Sindh, Karachi in C.P. No. S-2210 of 2017)

    Guardians and Wards Act (VII of 1890)---

    ----S. 25---Custody of minors---Compromise/agreement between parents---Custody with mother---Visitation rights of father---Maintenance of minors---Comprehensive plan for custody, visitation rights and maintenance of minors, and obligations of both parents issued by the Supreme Court listed.

    Supreme Court issued the following comprehensive plan with regard to custody, visitation rights and maintenance of minors, and obligations of both parents:

    (i) Both the minors shall remain with the mother.

    (ii) On every alternate weekend minors may reside with the father, who shall pickup the minors from the house of the mother on Friday at about 8:00 p.m. late evening and shall drop the minors at the house of the mother on Sunday by 01:00 p.m. in the afternoon.

    (iii) During summer vacations the custody of the minors shall be handed over to the father on the 1st Sunday of the summer vacations so declared by the School/Government and shall be returned to the mother at evening on the 4th Sunday during the vacations so that minors may have four weeks to spent with their father

    (iv) Winter vacations were generally due from 21st December to 30th December. First week of the winter vacation shall be spent by the minors with their father and second week with the mother.

    (v) During Eid-ul-Fitr the minors shall celebrate Eid with their father from chand raatat 8:00 p.m. till second day of Eid upto 08:00 p.m.

    (vi) On Eid-ul-Adha the mother shall allow the minors to celebrate Eid with their father who shall pick the minors from the residence of mother on the second day of Eid-ul-Adha at 11:00 a.m. in the morning till 3rd day of Eid at 10:00 p.m. or earlier.

    (vii) Minors may spent alternate unscheduled holidays with their father from 10:00 a.m. to 08:00 p.m. in the evening.

    (viii) The father shall bear all expenses of the minors i.e. school fees, uniforms, van fees as well as other miscellaneous expenses as may be needed for the minors.

    (ix) In addition to such expenses the father shall also provide a sum of Rs.5,000/- per month for each minor for their other personal needs and requirements.

    (x) In case there was any family occasion for which the father desired and wished that his sons may also attend, he shall inform the mother who shall not unreasonably stop the minors from attending such family events and/or functions.

    (xi) Both the mother and father shall not do any act that may prejudice the minors' mind towards the other parent.


    Popular Post



































































     



























    Comments

    1. As salam u alikum, mery bachy lahore hain, me lahore nahi hun, divorce nahi hui, mery father ny husband sy baat ki thi bachy mery sath jaey gy, per phir us ny bachy nahi jany diy mery sath, meri sas husband ko hilaf kerti hy, mjy wahan nahi rehna, 2bety hain, bara 7 n half aur chota 5 n half years ka hy,mjy plz iska tarika btain.

      ReplyDelete
      Replies
      1. https://legalhelp1.blogspot.com/2019/07/mere-khawand-ne-mere-bache-cheen-liye.html
        khawand ne bache agar cheen liye hanin or aap ko nahi de raha tu hum aap ko aap ke bache kuch hi dino main wapis dilwa sakte hain. mazeed maloomat ke liye call karain 0092-324-4010279 whatsApp available

        Delete
      2. plz help memjy mre bachon ki shakul b nae dikha ja rhe custody to bht door ki bat he plz help me

        Delete
      3. Bachu ko milne ke liye case karain custody ka. caourt mulaqat ka schedule banai gi or aap ki reguler mulaqat honi shroo hu jai gi.laikin case karna sharat hai or bachu ka case waha hota jahan bache rehte hote hain. for more information call or whatsapp 03244010279

        Delete
      4. Assalamualaikum ma phly apny ma bap ke sath rehta tha pr 2 saal bad Meri wife naraz ho kr Chalo gaye or ye shart rakhi ke agr Alag rahy gay to aongi majbooran mjhy Alag hona para apni beti ki waja say.Meri wife har CHOTI bat pr apny ma bap ko involve Karti he agr ma Kuch keh du to foran us ke ma bap a jate ho or usy le jate he. Abhi phir Chali gaye he or ab mere susral Waly or wife devorce Mang rahi he ma 5 saal ma mantily Tor par bohot disturb ho gaya hu or mene devorce dene ka bhi Socha to unho nay kaha ke jo ap hmy 4,88000 rupy do gay mere ghr ki julri bhi un ke pas he or Meri beti say bhi Milne nahi dete plz mjhy bataye mjhy es Hal bataye ma bohot pareshan hu

        Delete
      5. Aoa bhai aap bazo dawa kar sakte hain family court main ghar basane ke liye iss ke liawa app bache ki mulaqat ke liye custody ka dawa bhi kar sakte hain. for more information call or whatsapp

        Delete
    2. Mere father or mother ki divorce ko 14 sal hogye ab hm apne chote bhai ka pasport bnwarhe hen jo k 15 sal ka hai tau pasport wale custody paper mangrhe hen jb k custody case hua he nahe tha hm apne maa k pas rgte hen 14 sal se or in 14 sal me aj tk walid se 1 pesa khrcha nahe lea hm apna khrcha khud uthate hen kama k.. ab mere help kren walid custody paper pe sign nage krrhe

      ReplyDelete
      Replies
      1. iss ka hal hai.court se ijazat tu leni pare gi ,call me 0092-324-4010279 whatsapp available

        Delete
    3. bache ki paidaish se pehlay shohar talaq de de to bechay k ikhrajaat shohar per atay hain k ni?

      ReplyDelete
      Replies
      1. shohar har us bache ke ikhrajat ka paband hai ju us ke nutfa se paida hoa chahe after divorce. wese pregnancy main divorce nahi hoti. husband ko wait karna hota hai bache ki paidaish ka or us ke baad talaq moisar hoti hai.for more information 03244010279 whatsapp

        Delete
    4. I just want to give a quick advise to any one out there that is having difficulty in his or her relationship to contact Dr.Agbazara because he is the only one that is capable to bring back broken relationship or broken marriages within time limit of 48 hours. You can contact Dr.Agbazara by WhatsApp/calling him on his mobile +2348104102662 or write him through his email at ( agbazara@gmail.com )

      ReplyDelete
    5. agar husband 2nd marriage kr le 2 betiyo k hute hue... aur jhota ezajat nama bi banae.. aur 2nd nikkah nama per kanwara show kare tu us per kia case ho sakte ha ... kia saza ho sakti ha.. aur bache kis ki custody me adalat allow krti ha 2 betiyan 1 6 years ki aur dosri beti 4 year ki

      ReplyDelete
      Replies
      1. iss main agar koi haq mahar hai wo husband ko ada karna pare ga.bache hamesha maa ko hi milte hain.2nd marriage husband ka islami tor per tu haq hai. magar qanoon main mana hai.

        Delete
      2. call me for more information 0324-4010279 whatsapp

        Delete
    6. jhota ijazat nama aur 2nd marriage pr kanwara show krne ki kia saza ha... aur betiyo ka kharcha husband dena ka paband ha ya ni ..agar betiya maa k pas rahe

      ReplyDelete
      Replies
      1. betion ka kharcha dene ka paband hai agar betian aap ke pass hain. 2nd marriage par saza ziada se ziada aik saal or jurmana hu sakta hai




        Delete
    7. This comment has been removed by the author.

      ReplyDelete
      Replies
      1. aap konse zila se hain agar aap ko samjh nahi aa rahi tu call karain 0324-4010279 whatsapp

        Delete
    8. ASSALAM O ALIKUM SIR MERI BIVI GHAR NAI BANA RHI NA MERE BACHE BATE SE MUJE MILNE DEH RHI HAI Q K USKI AMI MERI SAAS KO KHOI RKHNE WALA NHI HAI NA MERA SAALA NA MERI SAALI JO EK MAALDAR HAI OR TAQARWAR HAI APNI TAQAT OR PAISE KI WAJA SE MUJ KO DABA RHE HAI QK MAI EK QAREEB BAP KI OLAD HO OR MERA SAALA OR MERI SAALI MERA GHAR NHI BANE DEH RHE JAB EK MAIN ALAG APNI WIFE RKHA HUA THA JO USKE HAQOOQ HAI MAIN APNI HAQAAT K LIZ SE POORA KR RHA THA PLEASE SIR MUJE KHOI ACHI ADVICE DEH MAIN NHI CHATA HO MERA GHAR KRB HO MERI WIFE OR SAAS MERI SAALI INKO GHR DEHLA KR DIYA HAI

      ReplyDelete
      Replies
      1. W Salam G Bhai main ne parha hai app ka question jiss ke liye aap ko yehi suggession hai k apne susral walo se or wife se bana kar rakho or un ko itmad main lo. other wise aap ke liye bht masail hun ge. court ke pass ikhtiar nahi ke wo larki ki marzi ke bghair us ko zabardasti ghar bhaije so aap ko sulah unhi se karni hai. han agar wo aap ki bv ko ghar nahi bhj rahe or wo ghar se lar kar waldain ke pass baithi hai tu aap us ko basane ka dawa kar sakte hain or bacho ko milne ka dawa bhi kar sakte hain

        Delete
    9. SIR MANINE KAHA MAIN EK QAREEB INSAN HO YEAH BAT INKO SHADI SE PHLY B PATA THI BUT AB YEAH LOG APNI TAQAT OR PAISE KI WAJA SE NA HMRI COMMUNITTE JAMAT M A KAR KHOI FASALA NHI KR RHE HAI MAINE APNA LETTER B JAMAT DIYA HUA HAI MERE PASS NA ITNA PASA HAI M RENT PE RHTA HO SIR APKA NUMBER MIL SAKTA HAI SIR MA BHT PARESHAN HO HMRE JSE LOGO KI SHADI PHLY HE MUSKIL SE HOTI HAI

      ReplyDelete
    10. Aoa, meri shadi hoi the , shadi k bad mery sohahr ko meery phly affairs ka pta lag gya aur unho ne mujh pora saal mara b aur shak b benitaha kiya ma 4th month pregrent the jab unho ne mujh mara tu ma apny maa baap k ghr a ge hoo. ma ne khulla file ki hoi h mera ab 8th month ha mera sawal yeh ha k kya mujh bacha apny pass rkhna chye ya us k baap ko dy dyna chye. kya baap us ka karcha mujh dy ga islam is bary ma kya khta ha. please reply soon.

      ReplyDelete
      Replies
      1. ma ne shadi k bad kisi ger mard sy koi contact ni rkha, mera sohahr mery sath jab ma school parhny jti the har waqt call pay hota tha jab tk ma ghr na a jao, ghr ma har jgh camera's lagy hovy thy. ma apni ammi abu k ya kisi k b pass beth k bat nai kr skti the but usi k sath bethti the har jgh aur wahe sy wapis a jati the. mery sohahr ko yeh b lagta tha k meri sisters ne us py jadu krya hoa ha.

        Delete
      2. bachu ki custody per maa ka haq hai or baap custody le nahi skta or na hi bacho ko paal sakta hai aap ka apna kharcha bhi iddat tak banta hai or aap dilivery charges bhi le sakti hain or bache ka kharcha bhi le sakti hain or iss ke ilawa aap saman jahez or nan nafqa haq mahar ka dawa bhi kar sakti hain.mar peet or tashdad se bachao ke liye mulki qanoon ko follow karain kisi bhi mushkal main 15 pr call karain. mazeed maloomat ke liye 03244010279 whatsapp

        Delete
    11. Assalamualaikum beti 3 years Ki ho Or mother agar dusri Shadi krlen tou kia custody Baap KO mil jati? Baap ne b dusri Shadi krli ho tou?

      ReplyDelete
      Replies
      1. wa salam. 7 saal tu man ke pass khazanat ka haq hota hai us main bache lena bht mushkal hai us ke baad agar dono ne dosri shadi kar li hai tu same hi soorat e haal hai court bachu ka faida dekhe gi. baap ka moqa sirf us soorat main ban sakta hai ke wo reguler bachi se court main mil raha hai or kharcha pay kar raha hai. or bachi us ke sath jana chahti hai or us ko ma se achi parwarish kar sakta hai

        Delete
    12. AOA sir Myra aik byta ha Myra husband ny kbi isy kharcha ni Diya even aik Pai b JB sy wo paida huwa ha TB b kharcha MN khud e Kiya tha ab wo abroad hota ha 2 sal sy phir b kharcha ni Diya JB MN talk Ka mutalba Kiya to ab kehta talak ki to bach'a cheen loon ga Kiya koi mard kharcha na dy jr b asy dhamki laga Sakta ha 3 sal ho gay myry byty ko aik rupya b ni Diya uss k liy SB MN khud jr rhi hoon

      ReplyDelete
      Replies
      1. wa salam G agar us ne kharcha nahi dia tha tu aap ko kharche ka case tu karna chahye tha takke us per kharcha jama hota or wo jab bhi court main jata us ko sabqa sara pay karna parta call me for more information

        Delete
      2. Meri 2 Saal ki beti aur 2 months ka beta hai gharelo jagro ki bina par susar ne ghar we nikal Diya aur beti cheen li sakht zehni azeeyat ka shikar hon bachi par xiada haq kis ka hai mujy wapis mil jayegi??

        Delete
    13. I was looking for an appropriate clarification for sole custody. I much appreciate the administrator, for sharing such awesome substance on this theme. Presently I have all I require about it. Here’s another enlightening substance for Sole Custody , you will get well-informed data about it here.

      ReplyDelete
    14. AOA meri wife shadi k 20 days k bad apny ghr gaeee waha ja kr ane k liye shart rkhi usky maa baap nai k alg raho mai nai kha shayad naraz ho gi mane gaya usky ghr wale milne nh de rhy thy phr bh mai nai bohat koshish kr k usko 6 month k bad le aya uski maa baap ki shart thi k haq mehar ada kro or gold ka set bh do sab kuch de kr le aya algh portion bhi kr dia phr bh jb wo apny ghr jati hai tu new shart hoti hai k ye kro ge tu aoo gi ye har dafa ka kr liya hai mai bohat loan le chuka hn ab or bardast nh hota haq mehar tk nh pata k kis ko dia aj tk jab wo apny ghr jye gi tu new demand ati hai k paisy le kr aoo ye kro nh tu mai apny maa baap ko bolongi wo divorced ka bolty hain mujhe ab wo 6month ki pregnant hai kia kro nh arha smjh koi hal batye aksar bolti hai k bacha rkhlo mujhe chor do dosri shadi krlongi wo tum se bhtr ho ga.
      or mai ye janta hn k bachy k bad usky ghr wale paiso ka mutalba kre ge mai wife ko chorna nh chata koi hal batye plz.

      ReplyDelete
      Replies
      1. Jinab jaiz sharat mano najaiz nahi. Conjugal rights ka dawa kar du family court main ghar basane ke liye. Waha per iss ko jawab dena pare ga

        Delete
    15. AoA Sir Mare 4 Bache Hain or Main Apni BV ko Ni chorna Chata pr Us ka maa bapp ham sy Meri sister K riste ka MATLABa ker te Hain or jis Ki waja sy Meri BV b Mare sath Ni rena chatii tu keya sorat ho gi

      ReplyDelete
      Replies
      1. Aoa aap ka masla court main hal karne ki bajai out of the court hal karain through relatives.

        Delete

    Post a Comment

    Popular posts from this blog

    Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

    Bachon Ka Kharcha Lena After separation | bachon ka kharcha after divorce | How much child maintenance should a father pay in Pakistan? Case laws about maintenance case.