What are the rights of wife after divorce in Pakistan? | Legal rights of Divorced wife in Pakistan | Divorced Women and their Legal rights




Divorced Women and their Legal rights

In our society, the ratio of divorce cases and other family cases is getting up. In most cases, women after divorce don't know what are their legal rights and how they can get their rights.so I think we should explain all legal rights of divorced women which she can get through courts.first right of every woman has right of divorce if she is not happy with her husband she can apply in family court. If you are living abroad or have problems to appear in court you will have to follow the online process read the article about the topic get the divorce online If you are married against your will (by force) than read this article to know your rights marriage by force If your husband file case against you in other cities and you want to transfer case in your city you can read article transfer of case  and if your recovery is pending in courts after decree read this article  recovery in a family case


Nadra divorce certificate


                                      Many time husband just calls divorce verbally or give divorce on stamp papers but does not apply in Union council. Every woman needs Divorce papers for the next marriage and there is a procedure of Union council which is important to get a certificate. so your status will be divorced after the certificate. read this article to know more about the topic Nadra divorce certificate

Women Rights after divorce 


Maintenance or spousal support 

Every woman needs maintenance ( spousal support) after divorce. she has legal right to get maintenance till Iddat period or law of the land allowed, she can claim her right with other rights and don't need different cases, all rights can claim in a single case too. There is no need to do multiple cases due to more cases more expenses.
divorced women and there legal rights 

Maintenance of  kids or child support 

Every woman can apply in family court for kids' maintenance even before the divorce.there is no condition of divorce just separation is enough to apply kids' maintenance. you can read the following article on this topic. 

bachu ka kharcha wasool karna

If your husband not paying maintenance after case than read this article



Dowry Articles 

Saman jahaiz or dowry articles get back is the right of divorced women. she can ask her husband
before the case and if the husband does not agree with her genuine request she can apply in family courts.
you will have to read the article on this topic.saman jahez ka dawa. In western countries all the moveable and immovable property distribute equal between both spouses, it is the right of the women to take her complete share in the said property.


Dower (Haqmahar)


Divorced women have the right to get Dower after the divorce which is ghair muajal and muajal and indal talab haqmahar women can take before divorce too.she can take any moveable or immoveable property too there is no compulsory to the registration of a property for sue just mention in Nakah nama is enough.

Custody of Children

Divorced women have the right to custody of the custody of children. family courts always prefer women for kids' custody. you can read the article on this topic Kids custody  In some cases, we see that the husband kick out to women in three wearing cloth.so in these cases, she can apply before the session court. read article on this topic mere khawand ne mere bache cheen liye hain main wapis kese le sakti hu



For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people of there rights and how they can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.







Comments

  1. Mere husband mujy ghr se nikal diya hai or bacho ka koi kharcha b diya kya kharchy ka dawa kar sakti ho

    ReplyDelete
    Replies
    1. G bilkul kar sakti hain call me for detail 03244010279 whatsapp

      Delete
  2. meri khula ho chuki court k through. husband paisy demand krta tha. us ne mujh per ghar se chori k ilzam lgay hn jb k mai ek tinka b ni le k gai. us ki taraf k gawaho k bayan bhi nai lgay 8 maheeny ho gy. just khula ki ek peshi hui. kya a. gawaho k bayan ki koi hasiyat hai?myjhy dar hai wo jhooty.gawah ly ga. kya kar sakty?

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap ka mamla kafi complicated hai call or whatsapp 03244010279

      Delete
  3. slam hmna aj sa 5 sal pahla sis k khula through court li the sath just ak lakh ka saman degree howa tha jo ka kam tha wakeel sa mashwra kia to usna kaha ka district court main appeal hogi hmna kaha kar dan kuch dino bad unho na hman kaha ka district court na accept he nai kya high court main appeal ho ga hmna kaha kar dan sari fee unko da de or jab un sa tareekh wagara ka pochta to unho na kaha ka diwani case kaha time lgta ha isi tall mtol main unho na 5 sal lga dia ab hman shak tha ka unho na aga case kia he nai to kisi or wakeel sa pta krwaya to unho na kaha ka 2015 main is name ka koe b case file nai howa
    plz guide us
    1. kia ab ham dobara case kar skta han ya ab time limit nai
    2. agr dobara nai kar sakta to jitna ka saman pahla degree howa tha wo la skta han

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap ne bht time zaia kar dia hai . ab appeal nahi hu sakti na hi aik case ka faisla hone ke baad nia case kia ja sakta hai or abb aap ke pass sirf aik hi hal hai writ main jane ka high court. or koi hal nahi.

      Delete
  4. Men shadi k 10 saal baad apni wife ko kisi waja p talaq de di hai mujh p saman or bachoun k khrch ka muqdma hwa hai jahez ka saman susural or Un ka apna mila k koi 4 se 5 lac ka tha or unhoun ne Jo case kia us men 45 lac ka saman tha unhoun ne saman men bhout kch likha woh b Jo en 10 saal men men ne kch lia agr woh b likha or esa b Jo khrab ho gya phnk dia ya Jo toot gya ya zaya ho gya esa b likha ab mujhy kya krna chye ya kya ho ga

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bacho ka kharch tu aap ko dena hi hu ga wo aap ki income ke hisab se laage ga or saman jahez ka dawa main likhwane se kuch nahi hota har koi istarah hi likhwata hai ziada magar asal bat us ko prove karna hai or un ki raseedat or jahez ki list zaroori hoti hai. yeh sai tareeke se court ko guide karain ge tu utna he dena pare ga jitna un ka hai

      Delete
    2. Sir esi related question k Jo 10 saal k doran mard ne koi cheez bachoun ya ghar k lie li us ka kya hona q k woh b likhi houi

      Or en 10 saal men woh Chezen Jo use ho gyi or phr zya ho gyi jesy kai bartan kapry etc us ka kya ho ga

      Delete
    3. Aik bht khobsorat authority hai Lahore high court ki ju ooper likhi hoi hai magar aap parhte nahi hu just poochte hu . ju saman larki ko man bap dete hain or ju saman larki ko susral wale dete hain larki dono ki malka hai divorce ke baad aap kisi saman ki wapsi ka saman larki se matalba nahi kar sakte.
      PLD 2006 401

      Delete
  5. Sir esi related question k Jo 10 saal k doran mard ne koi cheez bachoun ya ghar k lie li us ka kya hona q k woh b likhi houi

    Or en 10 saal men woh Chezen Jo use ho gyi or phr zya ho gyi jesy kai bartan kapry etc us ka kya ho ga

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aik bht khobsorat authority hai Lahore high court ki ju ooper likhi hoi hai magar aap parhte nahi hu just poochte hu . ju saman larki ko man bap dete hain or ju saman larki ko susral wale dete hain larki dono ki malka hai divorce ke baad aap kisi saman ki wapsi ka saman larki se matalba nahi kar sakte.
      PLD 2006 401

      Delete
    2. Sorry sir woh msg aaj show hwa mujhy or sir thanks
      Samjh aa gyi k susral or maan baap Jo jahez k waqt Chezen le k den gy woh sari aurat ki malkiat

      Par sir age k shadi k doran mard koi cheaz leta hai apny ghar k lie to kya woh b usi saman men ata hai mean woh b larki ki malkiat hai kya chye mard ne kch b shadi k doran lia ho

      Or second k Jo cheaz used ho k khtm ho gyi zya ho gyi us k bary kya mean beshak us larki khd use ki or ab zya ho gyi toot gyi phnk Di phr us k bary kya

      Delete
    3. Mera ap se aik question hai k high Court ya Supreme Court ka aik fesla kuch arsa phly aya tha aik walid k haq men

      K kisi b family event p bachy ko ghar le k ja sakta walid

      Or school holidays men b ghar le k ja skta us ki koi information ya copy kahan se mil skti

      Delete
    4. Supereme court ke rule jiss per aap bache ko ghar le ke ja sakte hain aab sab ko zubani yad hain or agar aap ko chahian tu court se mil sakte hain.

      wo saman ju orat ko gift dia gia hota hai wo us ki malkiat hai.shadi ke moqa per baqi nahi aap case ke duran bata sakte hain court ko ju saman banta hai iss ka or ju nahi wese tu court reseedat bhi mangti hai

      Delete
    5. Thanks sir
      ALLAH bless you

      Delete
  6. assalam o alaikum sir. sir shadi k waqt larki ko kuch zewar dala gya. baad mai wo ye keh k rakh lia gya k ye meri maa ka zewar hai. ab khula ho gai to wo zewar larki ne claim nahe kia. lekin ex husband ne jhoot bola k shadi per dia tha. is soorat mai larki kya kr sakti?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa salam. larki ko zewar salamian gifts ya ju bhi kuch milta hai wo gift main aata hai wo larki se divorce ke baad bhi wapis nahi le sakte . agar husband koi claim kia hai ke dia tha tu us ko wapis nahi mil sakta. larki agar saabat kar sake us se wapis le lia gia tha tu wo recover karwa sakti hai magar us ko sabat karna aasan nahi hota court main

      Delete
  7. Wa salam. larki ko zewar salamian gifts ya ju bhi kuch milta hai wo gift main aata hai wo larki se divorce ke baad bhi wapis nahi le sakte . agar husband koi claim kia hai ke dia tha tu us ko wapis nahi mil sakta. larki agar saabat kar sake us se wapis le lia gia tha tu wo recover karwa sakti hai magar us ko sabat karna aasan nahi hota court main

    ReplyDelete
  8. Assalamo Alaikum sir meri sister py shohar ny ayaada ka dawa kia ky as meri bivi meray sath basna nhi chati halan ky wo khud basana nhi chata zulam karta hy

    ReplyDelete
    Replies
    1. wa salam thk hai aap isi case ke jawab main apna masla bian karain or isi case main aap divorce bhi mang sakti hain ya shrait bhi rakh sakti hain ke main inn sharait ki bina per wapis jana pasand karun gi agar aap ko wo mutmain kar deta hai tu aap court ke through sulah kar lain agar aap nahi jana chahtin tu court zabardasti nahi bhaje gi or aap khula ki demand bhi kar sakti hain.

      Delete
  9. Mere shohar ny mujhay zbaani 3tlaaq dy kr ghr sy nkaal dia.or papers k lye latka rha tha.ek saal tk ain apny parents k ghr py rhi.us ny era ya bachi ka koi kharch ai dia.papers k lye is condition py agree hua k meri 7saal ki beti ki custody ly ga.warna mujhay beech main latka kr rakahy ga.main ny papers sign kr dye.ye soch kr k wo qanooni tor py bachi nai ly skta.kya main ab is shrt py sign kr k tlaaq lene k baad us sy bchi ki custody ka case kr skti hu??? Plz mujhay btaye.me bht preshan hu.

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap kio us ke peeche ja rahi hain divorce ke liye. court se divorce bhi le sakti hain or bachi ka kharcha bhi call me for detail or whatsapp 03244010279

      Delete
    2. This comment has been removed by the author.

      Delete
  10. Plzz mujhay guide kren.me wakeelo ki fees afford nai krti or is link ny mujhay umeed ki kiran dikhayee hai.plz mje respknse kren.or btaye k main kya kr skti hn is maamly mn

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap kio us ke peeche ja rahi hain divorce ke liye. court se divorce bhi le sakti hain or bachi ka kharcha bhi call me for detail or whatsapp 03244010279

      Delete
  11. Aoa. sir ummeed hai ap khariyat se hon gy. sir mera saman jahaiz ka case family court mai hai. mai ne list to lagai thi lekin raseedain nai lagai thi jo mai ab lagana chahti hun ta k saman ki qeemat ka bhi faisla ho saky. sir family court allow nai kr rahe ab raseedain halan k meri raseedain kaheen b saman ki list se mutazad nahe hain wohi qeemat hai jo mai ne mention ki. sir ab hum kya kr sakty?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Salam g raseedat ya koi bhi documents aap ko case k shroo main lagana hote Hain ya evidence k waqat exhibit karwa sakte Hain or agar tab bhi NAHI dien TU phir application dain azafi shahdat ki magar us main court dono parties ko sun kar faisla kare Gi application ka.

      Delete
    2. sir meri gawahi nahi hui abhi tak. to ab mai kya krun. dosri party ka wakeel pehly etraz kr raha tha raseed nai ab bolta start mai nai lagai. sir mera 11 lakh ka jahaiz hai. sb decree ho jy ga kya?

      Delete
    3. Aoa sab decree nai hota. kionke court hisab iss tarah se karti hai ke 11 lakh ka tha or 4 saal baad iss waqat us ki value kam hu kar use hone ke baad 3 4 lakh reh gai hu gi. or raseedain na bhi hun tu bhi supreme court ki aik authority hai ke man bap apni haseat se barh kar jahez dete hain. decree hu jai ga. agar aap ko mil jai saman hi tu wo ziada behtar hai

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation