Khulla [talaq] hasil karna . Dissolution of marriage
There is legal procedure for women to get divorce through court called khulla. we will discuss compelete procedure today step by step that you can understand the law and the procedure of dissolution of marriage.
there is need copy of Id card and copy of Nikah nama. if you dont have the both documents or have not nikah nama or id card we can file your case without these documents by filing an affidavit.
Khulla ya dissolution of marriage har shadi shuda orat le sakti hai jo ke apne husbend se tang hai or khuda or Us ke rasool ke bataye hoe tareeqe ke mutabaq zindagi nahi guazar sakti
Documents needed to apply for divorce
there is need copy of Id card and copy of Nikah nama. if you dont have the both documents or have not nikah nama or id card we can file your case without these documents by filing an affidavit.
Khulla ya dissolution of marriage har shadi shuda orat le sakti hai jo ke apne husbend se tang hai or khuda or Us ke rasool ke bataye hoe tareeqe ke mutabaq zindagi nahi guazar sakti
We provide this service . consult us your matter with us
- Talaq ya khulla lene ke liye oorat ko family court main dawa dair karna hota hai . jo ke kisi Advocate ke zarye dair kia ja sakta hai
- yeh dawa chand mah ke duran dicree ho jata hai
- oor oorat ke haq main hi decree hota hai
- Iss ke bad yeh usi tareeqe se UNION counsil main chala jata hai jese ke aik aam talaq ka proceedure hota hai Nadra divorce certificate
- Or union Council Talq ka certificate 90 din ke baad jari karti hai
- Question kia oorat har jaga khula ka case file kar sakti hai
- JEE Han OORAT har jaga jahan per wo chahe case file kar sakti hai
- Q : oorat ko talaq lene ke liye kitni baar court main bulaya jai ga
- ans : Humari Lawyers teeam sirf aik baar oorat ko khula ke liye court main bulati hai
- Q: kia oorat online Khulla ke liye file kar sakti haio
- ans: YEA agar oorat through mail or email apne documents hamain provide karti hai tu ? Divorce papers
Q: Which are the legal rights of women after divorce or before divorce she can get through
Ans: there are many rights she can avail
- Women and their legal rights
- Transfer of cases in her city
- Kharche ka case
- saman jahez ka case
- Custody of kids
- mere khawand ne bache cheen liye hain un ko wapis kese le sakti hun
- mere gear walo ne meri shadi meri marzi k half kar di hai
- mera shohar bachu ka kharcha ada nahi kar raha
- main apne shohar se recovery kese karwa sakti hu
- gumshuda nikah nama dubara banwana
Aoa..sir kindly yeah information leni the ka agr aik larki ka nikah hota or ruksati filhal ni agr vo nikkah ka foran bd khula lena chahti ha tw uska Kia procedure hoga
ReplyDeletesame procedure will be follow
Deleteslam sir me ap s rbta krna chahti hu mere mian s me tlak leti hu to baby dena prta h jo me ni chahti or wo mj s jst baby chahty hein na e tlqk dena chahty hein baki detail me apko btana chqhti hu pls send m ur cntct number
DeleteG mera number 0324-4010279 whatsApp available . hm divore bhi karwa dain ge or baby bhi app ke pass rahe ga inshalla
DeleteG brother same procedure will be follow for divorce .
ReplyDeletesir union coucil ka khula certificate or nadra nadra khula certificate same hei ya different?.......ya union council k baad mei nadra mei apply kerna hota hei?
ReplyDeleteBhai khulla siraf court se le jati hai. talaq ka certificate khulla ke baad union council se hasil kia jata hai . nadra main apply ki zaroorat nahi hoti
ReplyDeleteAoa..
DeleteKhula ka leay required document knxy hoty
khulla ke liye just niakah nama required hota hai . or wo bhi optional hai agar app k pass nikah nama na bhi hu tu app bian e halfi de kar case apply kar sakte hain . yeh service hm muhaia karte hain or sirf aik bar larki ko court main bulate hain .or hum ziada baar nahi balwate or more information call 0092-324-4010279
DeleteKitna time lagta hai khula Layne k Kiya auraat ki sir g
DeleteCourt se hum ne Aik mah main bhi complete kiye hain cases
DeleteKya khula men husband k signature hona lazmi hoty hn??
ReplyDeleteG Sweetcandy Khulla court se li jati hai husband se nahi. court app ka case sun kar aap ko khulla ki decree jari karti hai or agar husband after receving notice court main aa jata hai or apna case defend karta hai tu bhi khulla lena orat ka haq hai or agar wo nahi aata tu phir bhi court khulla ki decree jari kar deti hai or iss decree ke khalaf apeal nahi ki ja sakti
DeleteKayla k bad shohar bacho ma koi kharcha deta he ?? Biwi demand Krskti he apni marzi se bacho ka kharcha?
ReplyDeletebachon ka kharceha husband ke zime hi rehta hai . chahe aap ne khulla li hu ya khawand ne talaq di hu.kharcha dena khawand ki zime hai jiss ke bache hain .or wo khawand ki haseet ke mutabaq milta hai jitna wo kamata hai. mazeed maloomat ke liye call karain 0092-324-4010279 whatsapp
DeleteMain khula lena chahti hon apne shohar se. Kya procedure hai. Ap meri help kar sktay hain?
ReplyDeleteG zaroor call us 03244010279 whatsapp available
DeleteMain khula lena chahti hon apne shohar se. Ap meri help kr sktay hain? Kya fee hogi iski. Mera shohar canda rehta hai .3 saal se main idhar hi hon
ReplyDeleteG zaroor
DeleteKhula lenay ki surat mein kya mje unko unka diya howa Gold wapis krna paryga jo k unho ne mjhe shadi p diiya?
ReplyDeleteGold ka zikar nikah name main hai . kia wo as gift dia tha ya haqmahar?
DeleteHaq mehar me bs 10k diya hai. Gold ka zikar nahi hai
Deleteok
DeleteGold ka zikar nikah nama me nahi hai. Haq mehar 10 k hai bs. Next column ne mujal haq mehar hai bs. Koi shart nahi hai nikah nama me. Tou ye mjhe gold wapis krna paryga ?
ReplyDeleteApp se phone par bat hoi thi . asoli tor per ju faide aap ne husband se liye hain agar aap khula leti hain tu aap ko wapis karna hote hain. mazeed maloomat ke liye call karian .00923244010279
DeleteBhai mere parosi hen unki beti ka nikah hua hy aj zabardasti usko maar peet k qabool karwaya gya hy agr wo khula lena chahy to kya tareeqa hy abhi rukhsati ni hui
ReplyDeletesalam g bhai le dain ge pata bhi nahi chale ga.or agar aage shadi karna chahte hain tu wo bhi procedure hai
Deletecall us 0324-4010279 whatsapp availabl
Agar husband khula deny p razi na ho or begam zid p boly khula do eska tareeka
ReplyDeleteAgar husband nahi dena chahta tu wife court ke through le sakti hai iss ko hi khulla bolte hain
DeleteAgar husband Dena chahta ho par wife nahi de rahi ho to husband kaise de sakta hai
ReplyDeletewhat is your relgion. call us 03244010279 whatsapp
DeleteMein khula lyna chahti hoon aur bachoon ka kharch bhi.... Case per kitna kharcha aa jaye ga ?
ReplyDeleteFee kisi case ki fix nahi hoti aap kaha se hain ?
DeleteMera nikkah huay 11 months ho gaye abhi rukhshati nai hui. Mai is rishty se khush nai the lakin phir bhe maa baap ki baat maan k nikkah krlia ab mai wapis america a gai hn aur husband pakistan mai he hai rukhshati bhe nai hui mene bohat koshis ki k dil lge uske sath par nai lgtha mera dil uske sath kya mai is reason se khula lay skti hn? Kya mai gunhagaar tu nai hn he?
ReplyDeleteKiya court ma 1 dafa b case attend karna lazmi hai agar na karen chahe online sab kuch kre phir?
ReplyDeleteUs ke liye power of attorny hum ko dena pare ga. Overseas Pakistani kab appear hote hain wo hum ko Power of attorny banwa kar de dete hain
DeleteAoA sir agar orat khulla k liay court may jay tu husband us ko rukwa skta hy kisi b trha ya orat ko khulla asani sy mil jata hy
ReplyDeleteAor orat ko kitny din may khulla mil jata hy koi bachon ka ya koi haq mehar ka b issue nahi hy tu kitny din may asaani sy mil jy ga khulla aor husband koi masla tu ni bna skta iss khulla ko late krwany may
ReplyDeleteG mil jati hai divorce through khulla. magar tareeka kar mukhtalif hota hai. hm ne aik mah ke andar andar khulla k cases complete kiye hain . call us to know more 03244010279 whatsapp
DeleteKhula ky papers banwany main ktny din lagty?
ReplyDeleteAoa G hum ne 25 dino main bhi khull ki decree li hai.
ReplyDeleteMere nikah ko 4 months hogy hain lekn rukhsati nae hoi. Or sasural walay again rishta dhond rhy hain husband ka, tou in this case agr me khula lena chahti hu lekn meri family agree nae hai k me khula lu tou kia krna chahye mjy.. plz guide me
ReplyDeleteAnonymousJanuary 19, 2021 at 12:49 AM
DeleteMere nikah ko 4 months hogy hain lekn rukhsati nae hoi. Or sasural walay again rishta dhond rhy hain husband ka, tou in this case agr me khula lena chahti hu lekn meri family agree nae hai k me khula lu tou kia krna chahye mjy.. plz guide me
Khulla lena chahti hain tu call or whatsapp 0324-4010279
Delete