Police tashadad se kese bacha jai Remand ke doran

Police harassment 

Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading

Dear Reader

Ajj hum baat karain ge ke police tashdad se kese bacha jai physical remand ke doran . aksar hum logon ne dekha hai k parcha jab kisi mulzam pr hota hai tu police jab pehli bar court main pesh karti hai tu remand ki demand karti hia or aik application deti hai k hum ko iss bande ka jisam 10 din k liye ya hafte k liye chahiy hum ne iss se recovery karwani hai or baqi mulzman ko bhi girftaat karna hai . magar magistrate 2 , 4 din ka remand deta hai  . ab sawal yeh paida hota hai k remand k doran police k tashdad se kese bacha jai .
                                                                   
Police ko remand milta hai tafteesh k liye na k tashdad k liye .so police k tashdad se bachne k liye app ko chahiye ke aik application through Lawyer court main dain jiss main mulzam ka medical karwane ki darkhwast ki jai .court app ki application manzoor kr k medical karwane ki ijazat de de gi
or us medical main aa jai ga k mulzam per koi nishan ya injury nahi hai . or police muhtat hu jai gi ke agar koi bhi nishan bana tu after remand phir se application medical ki de di jaye gi or hum phanse jain ge .jiss ki wajah se wo mulzam pr tashadad karne se  baaz rahain ge or siraf tafteesh karain ge .

Mazeed maloomat k liye call karain 0092-324-4010279 whatsapp available,or comments under this post, your every question will be reply.

Popular Posts

























  Case transfer karwana aik city se dosre city
































 






















Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading and you know we want awarness in public so plz tell people about this blog and share our post . thanks

Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation