Property ka Biana Karwana (Agreement to sell )
Biana karwa dia hai registery nahi karwa raha |
Makan ka Biana Karwana
Dosto Property ki Khareed o farookhat aik aham cheez jis sa ham logon ko aksar wasta parta rehta hai . magar hum log knowledge na hone ke wajah se aksar iss main khata kha jate hainQ /Biana ke liye kitna kharcha hota hai
Ans .Biana 1200 wale Ishtam per likhte hain or us ko online issue karwaya jata hai .
Q or iss per total kul mila kar kitna khrca ata hai ?
Ans iss per 2500 tak ka kharcha ata hai
Q . kia malit ke hasab se biana ka Ishtam ka Kharca barh jata hai
Ans . Nahi property ki maliat ziada hone se iss ka kharcha yehi rehta hai property chahe jitni bhi mehngi ho 1200 wale ishtam per hi biana likha jaye ga .
Q . kia 100 ke IShtam per Biana likha ja sakta hai
Ans . nahi . kion ke government ke rule se hut kar kam maliat ke Ishtam per Likha gia biana adalt ki nazron main koi ahmit nahi rakhta .
Q .Ishtam Biana likne ke liye kin Cheezon ki Zarrorat hoti hai
Ans ID cards ki Copy dono Parties or property ke tafseel khasran no , khatoni , khewat no ., yes sab app ko registery per likhe milen ge .
Q . yeh kitne time main complete ho jata hai
Ans . yes do ya teen din main compelete hota hai
Note .Mazeed maloomat ke liye neeche comments main apna case likhain hum inshallah iss ka reply karain gai ya humare numbers per call karain
Aoa
ReplyDeleteI need an information is it necessary to give fard e bay to purchaser at biana for selling a house
Thanx n rgds
yes it is necessary after biana for permission of registery
DeleteReal id cards for sale with a 20 percent discount from the rapid currency.
ReplyDeletesir punjab ka domicile banan ha
ReplyDeleteCall or Whatsapp 03244010279 whatsapp
Deleteme kpk ka rahni wala ho liken 20 saal hogai me pendi me rahta ho pindi me mera apna gar ha
ReplyDelete