Bail in customs act | bail in section 135 in customs act | Custom cases main Zamanat Under custom Law Customs act 1969




Bail in Custom cases 



 Case laws on Bail Under custom Law Custom act 1969 in 


Mulzam ko ghair mulki sharab le jate hoe moqa per griftar kia tha. FIR main delay ki pori tarah wazahat ki gai thi.mulzam truck ke pass apni mojodgi ki koi wajah bian na kar saka tha. documentary evidence se zahar hota tha ke mulzam ne smugling main help ki hai . bail rejected.
PLJ 1996 Cr c 1041  1996MLD 1650

Case ke saamat makamal na hu saki thi mulzam guzashta du salo se jail main tha . zamanat manzoor
2001 PCrlj 1846  PLD 2005  Pesh 150

namakmal challan court main pesh hu chuka hai. or mulzam se pehle hi bramdgi hu chuki hai or mazeed bramdgi ya tafteesh ke liye mulzam matloob nahi hai. Zamanta manzoor

1996MLD 1448

documentary or dosri evidences se yeh baat sabat hu gai ke mulzam iss drug sundicate ka rukan tha ju Pakistan se Heroin beron mulak smuggle  karne ke liye banate the  Bail rejected
 1996 PCrlj 1120

                    

Zamanat ki darkhwast ke silsale main darkhasat ka sarsari jaiza lena chahye.
 1996 PCrlj 1582

Mulzam ka mamla sathi mulzam se milta julta hai jiss ki zamat hu gai. zamanat manzoor
1994 MLD1030

Gold was smuggle in heavy maqdar. bail was allowed  bhari maqdar main sona sumggle karne ke bawajood zamant hu gai wajah ke iss ki saza sirf 6 saal banti thi
2003 Law Note 1280          1993 PCrlj 1224   1996 PCrlj 22
 
Custom act ke section 159 ke tehat notice na dia gia tha or apne documents pesh karne ka moqa na dia gia tha . bail manzoor

The matter was further inquery under custom act Bail allowed
1998 PCrlj  1477   NLR 1993 CR.LJ 441    2004 PCrLJ 102

Jab lower court ne zamant 5 lakh ki mangi magar High court ne kam kar ke aik lakh kar di
2003 YLR 2711  PLD 1991 kar 353

Offence 156 or 161 Custom act bailable hain. Lahore high court ne custom official ki bail manzoor karte hoe farmaia ke jin juraim ki saza 3 saal se kam hai wo bailable hain. or custom court se rejected bails were allowed by lahore high court.

bhari maqdar main kapra bramad hona khud hi kafi nahi ke mamla further inquery ka hai. ke mulzman main kis ka kitna mafad hai wo trial ke doran pata chale ga bail allowed.
PLJ 2008 CRC

Mulzam sirf saman ko le kar jane wala tha. or us per lagaia jane wala ilzam mamnoa clause main na aata tha bail manzoor
2005 MLD 1877

case ke samaat main delay mulzam ka kasoor na tha bail allowed
PlJ 2010 CRC ( Lahore) 114

Mulzam custom clearin agent tha bills main difference tha . jail main rakhne ka koi faida nahi bail allowed
2010 YLR 213

 Custom clearing agent per ilzam tha ke iss ne sarkari khazane ko naqsan phanchaia  bail allowed
PLJ 2009 CRC 834

Mulzman ne amounts jama karwa dien ya duty pay kar di . bail allowed
2008 MLD 1256

Personal mafad or baramd shuda kapre ke smuggle shuda hone ke pata lagne tak case further inquery main aata hai bail allowed
PLJ 2008 Trc 124

abhi pata lagana baqi hai ke ju maal baramad hoa us per 156(1)(89) custom act ka atlaq hota hai ke nahi. matter is further inquery Bail allowed
2009MLD 356

The case was not in the prohibited clause, Bail allowed
2005 MLD 1833

Mulzam se 2 lakh ki cheezain baramad hoin .The case was not in the prohibited clause, Bail allowed
2009MLD 356

mulzam se bhari maqdar main sharab baramad hoi the case was in prohibited clause. bail rejected.
2009 YLR 6l7

halat or waqiat batate the ke mulzam khud beneficiery hai . bail rejected.
2005 PCrlj 1566

The case was  in the prohibited clause, Bail dismissed
2007 PCrlj 477

Bail under Passport act 1974

Section 6 (1)(a) (e) passport act 1974 mulzam per jaali passpoer istmal karne ka ilzam tha juram mamnoa clause main faal na karta hai zamanat manzoor
2012 pcrlj 1122  2010 pcrlj 411




For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people about there rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.


Popular Posts







































































 























legalhellp1.blogspot.com  








Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation