Cases of Banking court How to solve

 Banking court. Banking courts are courts where  Bank can sue a private person or a private person can sue a Bank. But no third person can sue if he is not a customer of a bank.

List of cases 
  1. A loan taken from Bank and installments were not paid.
  2. Car bought from Bank on Lease  (installment) car snatched by Bank. how to stay on auction and get back from Bank 
  3. Some time Bank defaulter to some person and how can we get NOC  and documents from same Bank  
  4. Matter related credit card processing
Law Deal in Banking court Cases

THE FINANCIAL INSTITUTIONS (RECOVERY OF FINANCES) ORDINANCE, 2001

Bank se Gari release karwana

Dosto aaj hum app se iss ke bare main discuss karain ge . kionke hum main buhat se log instalment per Gari lete hain or agar 2 se 3 instalments short hu jain tu bank gari cheen leta hai or agar fori us per stay na lagwaya jai tu wo bank iss ko  auction kar deta hai or kharidar ki down payment or buhat se raqam barbad hu jati hai .

Bank se gari charwane ki liye jin documants ki zaroorat hoti hai .

1 .Malkiat ka saboot . copy of registeration book
2. instalments recidain (agar available hain)
3.or dosre documents jo bank ki tarf se pass hain .

Zaroori Note :Ya joo bhi documents available hun jiss se yeh sabat hu ke app ne bank se gari le thi . wohi documents le kar app karwai kar saktain hain . lakin Gari Pakri jane ke foran baad iss main app delay nahi kar sakte kionke delay karne ki soorat main Bank gari auction kr de ga 

 Gari per stay lagwana

Gari pakre jane ke foran baad app ko Banking court main petition dair kar dene chahie .jiss main app ko usi din ya next day app ko court ki tarf se against concern bank Stay order jari kar dia jaye ga .We provide this service .

Gari Bank se Wapis lena

gari ke stay ke baad app ko foran iss ki copy mutalqa bank main through court and bazat e khud bhi deni chahiy . ta ke bank gari ko auction karne se baaz rahe
iss ke baad doo news paper main add lagane ka marhala aata hai jo ke app  ko foran karwa dene chahiye otherwise app ki gari milne main dair hu jai gi .
tamam notices app aik doo din main karwa dene chahye ta ke bank case ko delay na kar sake
finally abb bank ko aik mah se pehle app ke case ka jawab dena pare ga . or yahin jawab ke baad app court se apni defualt instalments pay karne or fine pay karne ki request kar ke gari realease karwa sakte hain
Mazid maloomat ke liye  call kar ke free maloomat hasil karain ya comments main likh kar jawab
hasil karain

0324-4010279   0345-4375944

Popular Posts





























 






















Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading .and as we want to awareness about law to common people and we want to tell poor people what are their rights and how can they can get their rights , so we need to advertise our blog which is not possible without your coopratiion , plz tell about this blog and share our posts on social media . Thanks



Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Bachon Ka Kharcha Lena After separation | bachon ka kharcha after divorce | How much child maintenance should a father pay in Pakistan? Case laws about maintenance case.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation