Kisi Larai Jhagre Ki soorat main






  •  app logon ko qanoon ke bare main khuch maloomat na honey ki wajah se bari mushkal pesh aati hai. Jab achanak ghar per ya street per koi banda najaiz aap per hamla kar de. Yeh bht zaroori hai ke iss bare main maloimat di jaye jiss se app roz mara ke mamlat main aasani mehsoos karian
15 per call
  • kisi bhi Hadsa ki soorat main foran 15 per call karain .hadsa se murad agar koi app ka dushman app per hamla awar hota hai tu .
Medical karwana 
  • or agar app us hamley ki soorat main zakhmi ho jate hain  tu app ne pehla kam yeh karna hota hain ke app ne  apna medical karwana hota hai Jis ko {medico legal report kehtey hain} 
  • Q:  Medico legal report kese banai jati hain
  1. Police Station ke Through
  2. court ke through
  • Police station main application dene se pehle sirf yeh report karna hoti hai ke humain medico legal report banwana hai ke hum zakhmi hain ya chot aain hain.
  • police  statiion se duct bana kr aik mulazam app ke sath rawana karain gai jo ke app ka medical karwaye ga
  • 2nd tareeka jo ke court ke through hai wo us soorat main apnaia jata hai agar koi app ki police station main app ki  batt na sune tu app  Majastrate  ke through   application de kar approval le kar medico legal        report banwa saktain hain
  • Q           Medico legal report banwana kion zaroori hai
  1. Fir darj karwane ke liye
  2. yeh jane ke liye zakham kitne bare hain or kitna hadi ko naqsan phuncha hai .or tamam jism ki report kaghaz per lane ke liye
  3. medico report ke baad hi police ko pata chalta hai ke doctor ne konsi dafa tajweez ki hai fir darj karne ke liye
  • Q              chot lagne ke kitni dair ke baad  medical karwana chahye
  • ans .          jis kadar jaldi ho sake .kion ke jis  kadar lait ho jaye ga  us kadar medical kamzor hota jaye ga or us ki value kam ho jaye gi 

mazeed Mufat qanooni mashwara jaat ke liye call karain
0324-4010279 whatsapp available
0345-4375944

Popular Posts





























 






















Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading .and as we want to awareness about law to common people and we want to tell poor people what are their rights and how can they can get their rights , so we need to advertise our blog which is not possible without your coopratiion , plz tell about this blog and share our posts on social media . Thanks

Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Bachon Ka Kharcha Lena After separation | bachon ka kharcha after divorce | How much child maintenance should a father pay in Pakistan? Case laws about maintenance case.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation