Vehicle Chalan Churana how to recover your documents after traffic chalan



How to recover your documents after trafic chalan





Kachehri Se Chalan  Churana

Dosto chalan aik aisi cheez hai jo ke kisi bhi insan ka ho sakta hai . hum log aksar traffic ki khalaf warzi karte hain or nateeja Challan
ki soorat main nikalta hai .ab agar hum mukarara wakat ke under calan chura lete hain tu theek hai warna chalan Kachehri se churana pare ga .
  •  buhat se log sochtey hain ke kis kachehri  se chalan churana pare ga ? answer  yeh hai ke jo us thane ki mutalka kachehri hai
  • kachehri main kahan jana hota hai ? answer yeh hai ke jiss thane main chalan hoa tha jo us ka mutalqa Majistrate hai wahan se app ko ahalmad se pata chal jaye ga .
  • Kitni fee pay karni  pary gi ? answer yeh hai ke fee jitna chalan hoa tha us ki double fee late hone ki soorat main pay karni parti hai chahe chalan salon purana ho 

popular Posts


































 






















Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Bachon Ka Kharcha Lena After separation | bachon ka kharcha after divorce | How much child maintenance should a father pay in Pakistan? Case laws about maintenance case.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation