What is the procedure of death certificate in Urdu ?| Death certificate kese banwaia ja sakta hai




What are documents required for death certificate.

  1. Hospital certificate
  2. Paper from graveyard where deceased is buried.
  3. Name, Surname and complete address.
  4. Age of the deceased.
  5. Copy id card person making report 
  6. Cause of death.
Who can apply for death certificate 


Any legal heir, parents, wife, son, daughter etc can apply for late registration.


Death certificate process in Urdu.

humare logo ko jab bhi kisi jaidad ka case karna hota hai kisi bhi aziz ki jaidad ka case karne ke liye sab se pehle jiss document ki  zaroorat hoti hai wo hai death certificate jiss ke bghair aap koi bhi jaidad ka claim nahi kar sakte or na hi declaration le sakte kionke jab tak court main death certifecate court main pesh na karain ge court aap  ke case ka faisla nahi kar sakti.





What is the procedure of death certificate?


Death certificate banane ke do tareeke hain
  1. Normal registration
  2. Late registration
Normal indraj main aap ko kisi qism  ka case court main file nahi karna hota or aap death ke moqa pr kuch dino main indraj karwa kar mutalqa field office(Union Council) se banwa lete hain.

Late indraj ki soorat yeh hoti hai ke aksar oqat death ke dino main koi bhi aziz death certificate nahi banwata or us ke baad jab jaidad ka mamla khara hota hai tu us soorat main death certificate ki zaroorat pesh aati hai or phir wo death certificate banwane ke liye aap union council main jate hain tu wo aap ko court ki decree lene ka bolte hain. so phir aap ko court se decree lena hoti hai.

kon banwa sakta hai

agar koi bhain bhai waldain bV  ya koi qareebi aziz court main case kar ke banwa sakte hain

case kis ke khalaf kia jai ga

case mutalqa Administrator ke khalf or Union council mutalqa ke khalaf hu ga.

Agar aap ko certificate banwane main koi dishwari ka samna karna parta hai tu aap call or whatsapp 03244010279




For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us. Thanks for reading .as you know our goal is to aware people of their rights and how can get their rights. we will answer every question, so we need your help to achieve our goal. plz tell people about this blog and subscribe to our youtube channel and follow us at the end of this post.

Comments

  1. kiya gov of pakistan jis shop ya cabin ka 40 /50 years sy rent la raye ho kiya wo qanoon ki nazar ma gair qanooni tajwzat ho sakti ha
    ?

    ReplyDelete
  2. HU sakti hai kio nahi karya lene wala department dosra hai or ghair qanooni tajawzat wala dosra hai.yeh baat nahi hoti sharab ko govt khud hi import karti hai or khud hi us per pabndi lagati hai khud hi us se tex wasool karti hai khud hi peene walo pe parcha deti hai or khud hi agale din zamanat hu jati hai.iss main kitne departmen malwas hain.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation