10 ways to avoid Money Fraud,Raqam ka lain dain kese kia ja sakta hai

Money fraud 


                     Aj hum baat karain ge k log aik aam aadmi se money fraud kese karte hain or un ko kese handle kia ja sakta hai.
1. Raqam Udhar lena.
                                  buhat sare sharp minded log apne rishtadaron se raqam udhar lete hain or wapis nahi karte jiss main aik sab se ziada istamall hone wala lalch hai karobaar k naam per raqam lena
buhat sare log agar un ke pass raqam hai magar wo sada loh hote hain or  baton main aa jate hain.

Sahi tareeka

                     iss fraud se bachne ka sahi tareeka yeh hai ke aap karobar main raqam kabhi bhi kisi ke spurd na karain kionk ziada tar fraud wohi log karte hain jin per aap ko bharoosa hoat hai. or agar aap ko phir bhi kam karna hai tu sab se pehle aap karne ke kam yeh hain

  • sab se pehle aap documentation compelete karain or us ke baad raqam invest karain.
  • koshish karain ke us se check bhi le lain .
  • stamp paper per tamam sharait likhwa lain. or mustaqbil main hone wali tabdilon ke bare main bhi zikar kar dain.
  • raqam us ke account main transfer karain na ke us ko cash dain iss se agar wo kal ko inkari hota hai tu aap ke pass sabot hu ga .
  • documents kam az kam do gwah zaroor shamil karain ju ke kal ko aap ki jagah per gwahi de sakain.
  • yeh tareeka islami hai kionke islam main hai k jab bhi aap koi agreement karo us ko likh lo taake kal ko koi masla na hu
yahan per kai oor tareeke hain jiss tarah se log lootte hain jis main se aik tareeka bahar jane ke naam per bari raqam hatia li jati hai tu us se bachne ke liye main ne pehle aik post likhi hai.beron mulak bhejne ke naam per dhoka

For more information call us 0092-324-4010279 Whatsapp Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading .as you know our goal is to aware people about there rights and how can get their rights .so we need to your help to achieve our goal . plz tell people about this blog and subscribe our you tube channel and follow us at the end of this post .

 

Our Popular Posts

Court Marriage ka Procedure in Pakistan

























  Case transfer karwana aik city se dosre city
































 
























Comments

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation