Succession certificate . Marhoom ki raqam Bank se niklwane ka tareeka
Succession certificate process |
Succession certificate banwane ka tareeka
Dear Readers Aslam o alikum
Ajj hum baat karain ge k agar koi adami ya orat foat hu jati hai tu us ki raqam kis tareeka se bank se nikalwai ja sakti haihumare haan rawaj hai k jis k haath jo aata hai wo le kar chalta banta hai or dosre warseen ko batana hi gwara nahi karta k us ki flan cheez mere pass hai . so hum ajj app ko batain ge k agar koi fard wafat pa jai tu us ki raqam kese taqseem ki jai gi
sab se pehle bank main application de dain fotgi ki itla k liye jhan pr us ka account hai k us ka account Block kr dia jai or koi bhi waris through ATM card us ki raqam na nikalwa le .
Court se Succession certificate hasil karna
Agla marhla Succession certificate ka hai jo k tamam warson main raqam un k haq k hisab se taqseem kare gaDocuments jin ki zaroorat hoti hai .
- Death certificate of Deceased
- FRC family registration certificate
- Bank statement of Deceased
- A Surety
After this app ko Court main apply karna pare ga or . court jald hi app ka succession certificate jari kar de gi jis main tamam warson ko un k haq k hisab se hisa mil jaye ga
For more information Call us.
Sir agar death certificate na ho to kua kia jaye
ReplyDeleteNa hu tu banwana prae ga. kese court main batao ge ke death hu chuki hai
Deletekis zila se hain agar hm koi aap ki help kar dete hain agar aap se nhi ban raha tu
DeleteSir
ReplyDeletemother k name pr amount saving accout mai amount rakhi thi un ki death ho gai hai magar nominate mari wife hain kiya ab bhi sucssion ki zarorat ho gi father ki death kafi time phaly ho gai thi.hum 2 brother and 2 siater hain.please guaide kr syn
Aoa g blkl zaroorat pare gi. for more information call or whatsapp 03244010279
Delete