Written statement ( WS )meaning in law statement in CPC | Jawab Dawa or Written Statements
Written statement meaning in law
A written statement in the context of law refers to a formal written pleading file by defendant or defendants to deny the facts mentioned in Suit written by plaintiff, that presents facts, evidence, or a defendant's position on a legal matter. It is typically used in legal proceedings, such as court cases, to provide a clear and documented account of relevant information. Written statements are often submitted by defendants involved in a case to convey their version of events, present evidence, or support legal arguments. It is the reply of defendant or defendants, they reply para wise and reply all the Paras, If they don't reply or not clearly denied some paragraphs, it would be deem they accepted the paragraph .
قانون کے تناظر میں تحریری بیان سے مراد مدعا علیہ یا مدعا علیہان کی طرف سے ایک باضابطہ تحریری درخواست فائل ہے جو حقائق، شواہد، یا کسی قانونی معاملے پر فریق کا موقف پیش کرتی ہے۔ یہ عام طور پر قانونی کارروائیوں میں استعمال ہوتا ہے، جیسے عدالتی مقدمات، متعلقہ معلومات کا واضح اور دستاویزی اکاؤنٹ فراہم کرنے کے لیے۔ تحریری بیانات اکثر مقدمے میں شامل فریقین کی طرف سے پیش کیے جاتے ہیں تاکہ وہ اپنے واقعات کے ورژن، ثبوت پیش کریں، یا قانونی دلائل کی حمایت کریں۔ یہ مدعا علیہ یا مدعا علیہ کا جواب ہے، وہ پیرا وار جواب دیتے ہیں اور تمام پیراگراف کا جواب دیتے ہیں، اگر وہ جواب نہیں دیتے یا واضح طور پر کچھ پیراگراف کی تردید نہیں کرتے، تو یہ سمجھا جائے گا کہ انہوں نے پیراگراف کو قبول کر لیا ہے۔
Court marriage procedure
Case Laws about jawab dawa or written statement
Sirf Dawa dila pane ke jawab dawa main Set-off claim kia ja sakta hai
2018 MLD 1090 (B)
Goal mool jawab ka matlab dawa ko tasleem karna hai.(2024- CLC - 1)
Denial Should be specific and not avasive
2018 CLC 227 (C)
2017 CLC 171 (B)
2007 CLC 1089
2003 SCMR 1864 (B)
Muda eleh (defendants ) agar Jawab dawa dene ke baad agar bhag jai ( court se absent ) hu jai tu yaktarfa decree mansookh nahi hu gi. ( 2018-MLD-587)
Evasive Denial Would be amount to admission
2017 MLD 1331
30 din main jawab dawa dakhil na kia jai tu kisi maqool wazahat ki adam majoodigi main jawab ka haq khatam kar dia jai ga
2017 SCMR 1841
Muda ele le foat hu jane ke baad muda ele ke batoor gwa pesh hoe bghair jawab dawa ko shahdat consider nahi kia ja sakta
2017 YLR 1323 (C)
Every allegation of fact in plaint if was not specifically denied should be taken as admitted except as against a person under disabelity
2017 MLD 1552 (B)
Jawab dawa dakhil karne ki date date of hearing na hai iss liye dawa adam hazri kharaj na hu sakta hai.
PLJ 2016 AJK 17
Bazreea tarmeem jawab dawa ke poore version ko tabdeel na kia ja sakta hai
2016 SCMR 2164
Jawab dawa 30 din main dakhal na karwa sakne ki soorat main mazeed muhlat di ja sakti hai
2015 YLR 2220
2004 CLC 1198
Akhri moqa diye bghair jawab dawa ka haq khatam na kia ja sakta hai.
2013 YLR 836
jawab dawa main aik defendant ki taraf se kie gai admission ko dosre defendant ke khalaf istamal na kia ja sakta hai
2013 CLC724
haq jawab dawa khatam hone ke bawajood mudai ke gwahan pr jirah ki ja sakti hai
2002 SCMR1954 (D)
2012 YLR 1780
2007 CLC288
Jawab dawa main agar dawa time bar hone ka uzar na bhi lia jai tu court dawa time bar kharaj kar sakti hai
PLD 2012 Sindh 78
Agar muda elhe ko saman (notice) ke sath jawab dawa ki copy na di gai hu tu muda eleh ka jawab dawa ka haq khatam na kia ja sakta.
2011 YLrR 763
Muda eleh ke batoor gawa pesh hoe bghair jawab dawa ki koi value na hai or iss ko nazar andaaz kar dena chahye
PLD 2010 SC 604
PLD 2004 SC 465
Qanoon shahdat article 113 ki roo se jawab dawa main kia gia admission muda ele per qabal e pabandi hai.
2010 CLC 661
jawab dawa 30 din ke andar dakhal karna zaroori hai.
2007 CLC 1109
jawab dawa dakhal karne ke liye du se ziada tareekh peshi na di ja sakti hain
2009 CLC 471
PLD 2006 L 18
Muda ele ki janab se set off ki adam mojodgi main muda ele ke haq main raqam ke decree na ki ja sakti hai.
2007 CLC 203(C)
Application under order 7 rule 11 ko jawab dawa consider kia ja sakta hai.
2007 CLC 401
PLD 2007 k 401
Agar koi plea jawab dawa main na li gai hu tu muda ele iss pr shahdat pesh na kar sakta hai
2007 CLC 39 (G)
2004 SCMR 704(B)
jawab dawa main daraj plea ko bghair shahdat sabat na kia ja sakta hai
2006 CLC 1796
agar koi fact jawab dawa main bian na kia gia hu tu us per behas ki ijazat na di ja sakti hai
2007 MLD 1496 (D)
jawab dawa ka haq khatam karne ke khalaf appeal na hu sakti hai
2006 CLC 1473
jawab dawa ke sath mutalqa documents ka shamil kia jana zaroori hai
2006 CLC 534
PLD 2006 k 58
Muda ele ki tameel se qabal jawab dawa dakhal karne ka hukam na dia ja sakta
2006 CLC 316
jawab dawa dakhil na karne ki soorat main jawab dawa ka haq khatam kia ja sakta hai ya faisla sunaia ja sakta hai
2006 CLC 566
jaawab dawa ,main likhe gai kisi bhi bian ko shahdat consider na kia ja sakta hai.
2007 SCMR 569 (d)
jawab dawa main likhe gai zamnat ko jab tak shahdat ke sath sabat na kia jai ya mukhalif fareeq tasleem na kar le batoor shahdat consider na kia ja sakta hai
2007 SCMR 870 (b)
jawab dawa main kiye gai kisi bhi admissiion ko sabat karne ke liye kisi saboot ki ya issue frame karne ki zaroorat na hai balke iss admission ko batoor shahdat istamal kia ja sakta hai.
2007CLC 1885
jawab dawa main set off ki adam mojodgi main iss ki ijazat na di ja sakti hai
2004 SCMR 1777
jawab dawa dakhal na karne ki soorat main arzi dawa durusat tasleem hu ga
2005 MLD 588
jawab dawa mai humrahi mulzman ka kia gia koi admission deegar muda elehim pr qabil pabandi na hu ga
2005 YLR 255(f)
agar jawab dawa dakhil karte waqat kisi dastawaiz ko jawab dawa ke sath dakhil na kia jai tu baad main iss dastawaiz ko dakhil karne ki ijazat na hu gi
NLR 3004CIVIL 282
Jawab dawa per Muda ele ki bajai Attorny ne signature kiye the or power of attorny valid na tha aise jawab dawa ki koi value na hai
2003 MLD 319 (C)
jawab dawa dakhil na karne ki soorat main 30 din se pehle karwai yaktarfa amal main na lai ja sakti hai.
2002 CLC 1085
Court ka hukam milne tak muda ele jawab dawa dakhil karne ka paband na hai
PLD 2002SC 630
Court joint jawab dawa dakhil karne ka order na de sakti hai
2000 CLC 790
Jawab dawa main set off ki ahmiat bhi arzi dawa jitni hi hu gi
1993 SCMR 441
Haq jawab dawa khatam karne ke order ke khalaf appeal hu gi
PLD 1992 P 173
1992 MLD 2026
اُردو بلیٹن چوبیس گھنٹےمیں دنیا بھر کی دلچسپ خبروں کو نشر کرنے والی، حقائق اور تصدیق شدہ علمی اور ادبی موضوعات پر مبنی مواد کو شائع کرنے والا پلیٹفارم ہے. مختصرعرصے میں اپنی ایک علیحدہ منفرد حیثیت اور مقام بنانے والی اُردو بلیٹن ویب سائٹ معرض وجود میں آچکی ہے
ReplyDelete39
ReplyDelete