Divorce (talaq) Certificate banane ka tareeka
Divorce certificate process
Divorce(talaq) Certificate banane ka tareeka
Dear ReadersAjj hum baat karain ge k Talaq ka certificate kia hai or yeh kese hasil kia ja sakta hai .jesa ke app logon ko maloom hai ya ho sakta hai ke buhat se logon ko namalom hu ke talaq bghair Uninon counsil ke certificate ke mosar nahi hoti or app ko agli shadi ke liye talaq ke certificate ki lazmi zaroorat hai .
How to make a divorce certificate
For male
App ko talaq dene ke liye ishtam faroosh ke paas jana pare ga or apne nam per ishtam issue karwa ke us per talaq likhwani pare gi or us ke teen notice banane pare gai or un notices ki copies karwani pare gi- Talaq awal
- talaq doim
- talaq soim
Proceedure for Female
Females need to apply in family court for khulla before to apply in the union council.
- Female ke liye talaq ka procedure thora mukhtalif hai . wo yeh keh oorat khud talaq nahi de sakti us ko court se talaq ki decree leni pare gi
- decree ki masadqa copy hasil karne ke baad app ne us ko mutalqa union council main jma karwana hai \
- app ki decree jma karwane k baad union council app ke husband ko notice jaari kare gi or app done ki sulah ki koshish ki jaye gi
- app ne 3 mah tak har mah union council main jana hai or hazri lagwani hai 3 mah guzrne ke baad union council wale app ko certificate jaari kr dain ge
-
divorce registration certificate - dosri shadi ka tareeka
- Court marriage ka proceedure
- bachon ka kharcha lena after sepration
Mazeed maloomaat ke liye call karain 0092-324-4010279 whatsapp available
or as you know we want to awareness in Pakistani people about law so it is not possible without your cooperation, tell people about this blog and share our post on social media.your every question we will reply as soon as possible
Use full
ReplyDeleteVery good 👍 information
ReplyDelete