Stay on Over Billing Electricity , Lesco ke khalaf bijli ki over billing ka case

Lesco (Wapda) ke Khalaf bijli ka bill ziada Bhaijne ke khalaf dawa dair karna

Q . Lesco ke Khalaf dawa kon dair kar sakta hai

ans. Plaintiff  jis ke nam per meter hota hai agar us ki majoodigi na hu tu dosre matasra afrad plaintiff ban sakte hain

Dawa dair karne ke liye kin documents ki zaroorat hoti hai

  • copy id card
  • Bill Bijli ( jo Ziada aya hoa ho or reading ke mutabaq na ho ) baz dafa bill reading ke mutabaq hota hiamagar lesco wale Bill kuch mah meter check nahi karte or kuch mah guzar jane ke baad jab unit jama ho jate hain tu akhtah bill sarf ko bhaij dete hain . iss sorat main bhi app court main dawa dair kar sakte hain 

Procedure

tamam documents le kar through counsil (wakil) court main dawa dair karte hain

Stay order

Pehli or dosri date per behas main apna muda bian kia jata hai or judge sb ko bill per moojod sabqa record dikhaya jata hai or agar bill waqi hi ziada aaya ho  tu court bill ko kam kar deti hai issqadar jiss qadar ziada aya hu .or plaintiff ko baqaya raqam jama karwane ka order jari karti hai
Iss ke sath sath jo raqam mutnaza hoti hai us per stay order jari kar dia jata hai jo ke final faisle tak jari rehta hai

Notices

Iss ke baad court mutalqa SDO or jo bhi officers  Party banaye hote hain ko notice jari kar deti hai.
or Un se iss ka jawab talab karti hai
Bilakhar ail procedure ke baad court dono parties ko sunnene ke baad order jari kar deti hai
or baqi raqam jo bachti hia wo yakmushat or iqsat main jama karwa di jai gi



Mazeed maloomat ke liye  call karain 

  03244010279 

   

Dear readers if u like this post plz comments and follow us . Thanks for reading .and as we want to awareness about law to common people and we want to tell poor people what are their rights and how can they can get their rights , so we need to advertise our blog which is not possible without your coopratiion , plz tell about this blog and share our posts on social media . Thanks


























 






















Comments

  1. If you want to check the fesco bill so you must visit this link Fesco bill online

    ReplyDelete
  2. Adopting sustainable practices not only benefits the environment but also reduces my LESCO bill significantly. It's a win-win.

    ReplyDelete
  3. Cutting down on energy usage is one of the best ways to reduce household expenses. Monitoring my LESCO bill closely has been a key part of this process.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Property ki taqseem ,Warasat main warson ka hisa

Punishment for violation of section 144 crpc | dafa 144 in Pakistan means,kia hai , khalaf warzi per kitni punishment hu gi،kab or kese lagai ja ja sakti hai.

Bachon ki custody of minors after divorce or separation