About Me
Qannooni Amdad
Mein Ch Ghulam Murtaza Mehar Advocate High court hon . Mera yeh blog banane ka maksad hai ke pakistani logon ko Qanoon ke bare main agha kia jaye .kionke main ne dekha hai ke humare log apna haq chor dete hain per Thane ya kecheri jane ke liye amada nahin hote main iss blog main pori koshish karon ga ke language sada ho or na ke qanooni language jo ke aik aam admi ko samajh nahin aati . or humara maksad hai ke apne Ilam ka faida un Gharib logon tak puhnchaya jaye jo kam parhe likhe hone ki waja se English main likha gia mawad parh nahin sakty or qanoon jo sab ke liye hai us se faida nahin utha saktey .basicly is ke waja yahan ki police ka namnasab rawaia hai or rishwat or sub se bari wajah logon ka qanoon se nawaqfiat hai .yeh meri aik choti se kawish hai ke logon ke qanooni madad ki jaye.kion ke Police ko salaries Awam ke khon paseene ki kamai se di jati hai .or un ka farz banta hai ke awam ki hafazat apni jaan se barh kar karain .sab police waley burey nahin hain magar ziada tadad main logon ko relief nahin milta . jis ke wo haqdar hain . or relief milna tu dar kinar log mazloom hone ke bawjood bhi haq nahin mangtey .
App apne kisi bhi masley ke liye yahan par comments main likh kr poch saktey hain ya call me at

Aoa,sir
ReplyDeleteمجھے یہ معلوم کرنا کے ایک x تھانے کا سپاہیy تھانے میں آکر کسی ملزم پر تشدد کرسکتا ہے